SEARCH RESULTS
Showing search results for "yaas"
Ghazal MATCHES FOR "yaas"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
hai kahaa.n tamannaa kaa duusraa qadam yaa rab
ham ne dasht-e-imkaa.n ko ek naqsh-e-paa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
duniyaa ne terii yaad se begaana kar diyaa
tujh se bhii dil-fareb hai.n Gam rozgaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Gam hai na ab KHushii hai na ummiid hai na yaas
sab se najaat paa.e zamaane guzar ga.e
Khumar Barabankavi
Ghazal
Yagana Changezi
Ghazal
dil se nikaal yaas ki zinda huu.n mai.n abhii
hotaa hai kyuu.n udaas ki zinda huu.n mai.n abhii
Jahangeer nayab
Ghazal
diivaangii ho aql ho ummiid ho ki yaas
apnaa vahii hai vaqt pe jo kaam aa gayaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
ai yaad-e-yaar dekh ki baa-vasf-e-ranj-e-hijr
masruur hai.n tirii KHalish-e-naa-tavaa.n se ham
Hasrat Mohani
Ghazal
KHushaa vo dil ki saraapaa tilism-e-be-KHabarii ho
junuun o yaas o alam rizq-e-mudda.aa-talabii hai
Mirza Ghalib
Ghazal
haa.e kaisii kashmakash hai yaas bhii hai aas bhii
dam nikal jaane ko hai KHat kaa javaab aane ko hai
Fani Badayuni
Ghazal
Gam hai na ab KHushii hai na ummiid hai na yaas
sab se najaat paa.e zamaane guzar ga.e
Khumar Barabankavi
Ghazal
rulaayaa ahl-e-mahfil ko nigaah-e-yaas ne merii
qayaamat thii jo ik qatra in aa.nkho.n se judaa hotaa