SEARCH RESULTS
Showing search results for "yaas"
Nazm MATCHES FOR "yaas"
Nazm
raqib se!
aajizii siikhii Gariibo.n kii himaayat siikhii
yaas-o-hirmaan ke dukh-dard ke ma.anii siikhe
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHuda wo waqt na lae
Gamo.n se aa.iina-e-dil gudaaz ho teraa
hujuum-e-yaas se betaab ho ke rah jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ramaen ka ek sin
aaKHir asiir-e-yaas kaa qufl-e-dahan khulaa
afsaana-e-shadaa.id-e-ra.nj-o-mehan khulaa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
radd-e-amal
chand kaliyaa.n nashaat kii chun kar
muddato.n mahv-e-yaas rahtaa huu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHuda hamara hai
tilism-e-saaya-e-KHauf-o-haraas to.De.nge
qadam ba.Dhaa.e.nge zanjiir-e-yaas to.De.nge
Habib Jalib
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
jo ishq ko kaam samajhte the
yaa kaam se aashiqii karte the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hum to majbur the is dil se
marham-e-yaas se maa.il-ba-shifaa hone lagaa
zaKHm-e-ummiid ko.ii phir se haraa hone lagaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nashat-e-umid
kausar o tasniim hai yaa salsabiil
jalve hai.n sab tere ye be-qaal-o-qiil
Altaf Hussain Hali
Nazm
kashmakash
hasrat-o-yaas ke gambhiir a.ndhere me.n bhalaa
ek naazuk sii kiran saath kahaa.n tak detii
Naresh Kumar Shad
Nazm
aa jaana
jahaa.n kaa zarra zarra yaas barsaa.e to aa jaanaa
dar-o-diivaar par andoh chhaa jaa.e to aa jaanaa
Rajendra Nath Rahbar
Nazm
karl marx
marx ke ilm o fataanat kaa nahii.n ko.ii javaab
kaun us ke dark se hotaa nahii.n hai faiz-yaab
Wamiq Jaunpuri
Nazm
mazuri
yaas kii taariikiyo.n me.n Duub jaane do mujhe
ab mai.n sham-e-aarzuu kii lau ba.Dhaa saktaa nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
bewa ki KHud-kushi
umDii hai kaalii ghaTaa duniyaa Dubone ke liye
yaa chalii hai baal khole raa.nD rone ke liye
Kaifi Azmi
Nazm
barbat-e-shikasta
yaas kaa dhu.aa.n uTThaa har navaa-e-KHasta se
aah kii sadaa niklii barbat-e-shikasta se