SEARCH RESULTS
Showing search results for "yak-jaan"
Ghazal MATCHES FOR "yak-jaan"
Ghazal
ba-zaahir rang KHushbuu raushnii yak-jaan hote hai.n
magar ye shahr andar se bahut viiraan hote hai.n
Islam Uzma
Ghazal
ham jo mil baiThe.n to yak-jaan bhii ho sakte hai.n
puure apne sabhii armaan bhii ho sakte hai.n
Charkh Chinioti
Ghazal
dekhne vaalo.n ne yak-jaan samajh rakkhaa thaa
aur ham saath nibhaate rahe majbuurii me.n
Jamal Ehsani
Ghazal
qaraabat se jismo.n kii yak-jaa.n na ho.nge
ka.ii faasle darmiyaa.n aur bhii hai.n
Mubashir Samad Gauri
Ghazal
do jism kabhii ek badan ho nahii.n sakte
miltii jo ko.ii ruuh to yak jaan banaate
Fazil Jamili
Ghazal
yak-jaan hu.e aadam-o-ibliis ke aage
aksar nahii.n chaltii ko.ii tadbiir KHudaa kii
Mubashshir Ali Zaidi
Ghazal
yak jaan na ho sakiye anjaan na ban sakiye
yuu.n TuuT ga.ii dil me.n shamshiir-e-shanaasaa.ii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
tuu aur ham ai dost the yak-jaan do qaalib
thaa Gair sivaa apne jo thaa yaar hamii.n the
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kisii ke aks ko hairaan karnaa chaahtaa huu.n
mai.n sa.ng-o-aa.ina yak-jaan karnaa chaahtaa huu.n
Qamar Raza Shahzad
Ghazal
Huzaifa Ashraf Aasmi
Ghazal
mai.n miTTii aag aur paanii kii suurat muntashir thaa
phir ik din sab anaasir ho ga.e yak-jaan mere
Rafiq Sandelvi
Ghazal
ye qurb kyaa hai ki yak-jaa.n hu.e na duur rahe
hazaar ek hii qaalib me.n Dhal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
aalam dikhaa rahe hai.n ajab nuur-o-naar kaa
jalvo.n ko husn-o-ishq ke yak-jaa.n kiye hu.e