SEARCH RESULTS
Showing search results for "yak-til"
Ghazal MATCHES FOR "yak-til"
Ghazal
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
Quli Qutub Shah
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
nahii.n tiir-e-nigah-e-yaar se bachnaa mumkin
kal hai maujuud vo din aaj agar chho.D diyaa
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
tiir-e-mizha-e-yaar ko mizhgaa.n hii samajhte
kis aa.nkh se la.Dte hii sadaa balbe jarii aa.nkh
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
'taabish' jigar tak aa.egaa un kii nazar kaa tiir
yaa tiir kii taraf hii hamaaraa jigar chale
Munawwar Tabish Sambhali
Ghazal
hijr kii baat thii yaa tiir chalaayaa us ne
zaKHm ban ke mire siine me.n dukhaa kartaa thaa
Ankit Dixit Arz
Ghazal
dil bhii hai zaKHm-zaKHm jigar bhii lahuu-lahuu
tiir-e-nigaah-e-yaar kahaa.n tak utar ga.e
Nusrat Siddiqui
Ghazal
tiir-e-nigah-e-yaar kaa kushta hai miraa dil
juz marham-e-diidaar vo achchhaa nahii.n hotaa
Qamar Hilali
Ghazal
ho gayaa paivast paikaa.n tiir-e-husn-e-yaar kaa
ye miraa hai KHvaab yaa aa.iina-e-ta.abiir hai
Talha Gauhar Chishtii
Ghazal
ai tiir-e-naaz-e-yaar tavajjoh se kaam le
be-rang paa rahaa huu.n nuquush-e-jigar ko mai.n
Vafa Barahi
Ghazal
bekaar mujhe dekhtaa hai tirchhii nazar se
tiir-e-nigah-e-yaar miraa qalb-o-jigar to.D
Sayyad Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi
Ghazal
bachte nahii.n dekhaa kabhii majruuh-e-mohabbat
yaarab nigah-e-naaz hai yaa tiir-e-qazaa hai
Rashid Shahjahanpuri
Ghazal
murG-e-dil ke vaaste ai ham-safiiro kam hai kyuu.n
kuchh qazaa ke tiir se tiir-e-nigaah-e-yaar kyaa
Aish Dehlvi
Ghazal
lag gayaa Til miraa par maa.n tirii raazii na hu.ii
yaa manaa us ko tuu yaa Til mujhe vaapas kar de