SEARCH RESULTS
Showing search results for "yake-az-mutavassit"
Ghazal MATCHES FOR "yake-az-mutavassit"
Ghazal
ham bhii aaKHir hai.n yake-az-mutavassit tabqa
maut ke baad bhii biimaar samajhiye ham ko
Fuzail Jafri
Ghazal
mehrbaa.n paate nahii.n tere ta.ii.n yak aan ham
phir bhalaa dil ke nikaale.n kis tarah armaan ham
Sher Mohammad Khan Iman
Ghazal
dilo.n me.n aaj tirii yaad muddato.n ke ba.ad
ba-chehra-e-mutabassim ba-chashm-e-tar aa.ii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
aa.ina-KHaane me.n ye dekh rahaa huu.n 'raahat'
muKHtalif kyaa hai yahaa.n aur mutamassil kyaa hai
Rahat Hasan
Ghazal
tire husuul kii baazii bhii kitnii mushkil thii
idhar mai.n yakka-o-tanhaa udhar zamaana thaa
Mohsin Changezi
Ghazal
aanaa hai to aa jaa.o yak aan miraa saahab
ik aan ke hai.n ham bhii mehmaan miraa saahab
Waliullah Muhib
Ghazal
ham chhi.De-chhaa.nT yak-o-tanhaa adab kaa maidaa.n
ko.ii ham-zulf nahii.n aur sasur saale nahii.n
Shamim Abbas
Ghazal
bekasii ke haal me.n yak aan mai.n tanhaa nahii.n
Gam tiraa siine me.n mere hamdam-e-jaanii hu.aa
Wali Dakni
Ghazal
kyuu.n na bazm me.n 'bedaar' hove qaabil-e-tahsii.n
har yak is Gazal ke biich sher intiKHaabii hai
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
hasiin hai yak-o-duuje ke intiKHaab kaa rang
mujhe pasand ho tum aur tumhe.n gulaab kaa rang
Mahwar Sirsivi
Ghazal
vo aa.nkh jo sahraa kii tarah hai yak-o-tanhaa
is raah me.n rakh do ko.ii barsaat kisii din
Marghoob Ali
Ghazal
tai ham ne kiyaa saaraa safar yak-o-tanhaa
juz gard-e-safar ko.ii na hamraah-e-safar thaa
Mohsin Zaidi
Ghazal
Yusuf Zafar
Ghazal
kal raat yaad-e-jaanaa.n yaa chaa.ndnii ke baa.is
behad chamak rahaa thaa siimaab-tan havaa kaa