SEARCH RESULTS
Showing search results for "yugo.n"
Ghazal MATCHES FOR "yugo.n"
Ghazal
na ko.ii samt na jaada na manzil-e-maqsuud
yugo.n yugo.n se yuu.nhii be-ruKHii kii qaid me.n huu.n
Krishn Bihari Noor
Ghazal
Aziz Nabeel
Ghazal
pyaare pyaare yugo.n me.n aa.e pyaare pyaare log
is bechaare daur me.n janme ham bechaare log
Ahmad Wasi
Ghazal
ek pal bichh.De.n to lagtaa hai yugo.n kaa ban-baas
aur jab tak na mile.n rahtii hai uljhan jaisii
Ishrat Qadri
Ghazal
pighal rahaa thaa yugo.n se vajuud kaa laavaa
KHayaal-o-KHvaab mire pattharo.n me.n Dhalte rahe
Rashid Anwar Rashid
Ghazal
Prem Warbartani
Ghazal
yugo.n se jism ke andar alaav raushan hai
kisii kii aa.nch se mere havaas jalte kyaa
Rashid Anwar Rashid
Ghazal
mire badan me.n ko.ii shai yugo.n yugo.n se 'qamar'
bikhar rahii hai kisii reg-e-raa.egaa.n kii tarah
Qamar Siddiqi
Ghazal
mujhe ik baat kahnaa hai use kitne yugo.n se
magar sahraa kii vus.at me.n sunaa.ii kaun degaa
Mansoora Ahmad
Ghazal
basii hai mujh me.n yugo.n se ajiib viiraanii
badan se ruuh talak be-karaa.n KHalaa huu.n mai.n
Qamar Siddiqi
Ghazal
ka.ii yugo.n kii shafaq me.n ta.Dap chukaa hai 'riyaaz'
lahuu ab apne junuu.n ko mu.aaf kyaa kartaa
Riyaz Latif
Ghazal
muqayyad hii rahaa huu.n ghar me.n apne
yugo.n se silsila ye chal rahaa hai
Jagdeesh Raj Figar
Ghazal
yuu.n to yugo.n talak ko.ii manzil na paa.oge
chhaa.nTii hai tum ne raahguzar Gair-mo'tabar
Manohar Lal Hadi
Ghazal
habaab sii kisii saa.at me.n tujh se milne ko
ka.ii yugo.n kaa mujhe intizaar karnaa hai