SEARCH RESULTS
Showing search results for "za.ng"
Ghazal MATCHES FOR "za.ng"
Ghazal
KHushk diivaar me.n siilan kaa sabab kyaa hogaa
ek adad za.ng lagii kiil thii tasviir ke ba.ad
Umair Najmi
Ghazal
haalat-e-asl me.n lagtaa hai KHad-o-KHaal mire
ab tiraa zang utaare bhii nahii.n aa.e.nge
Zaheer Mushtaq Rana
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
hiqaarate.n hii milii.n ham ko za.ng-aaluuda
dilo.n me.n yuu.n to ka.ii qism ke KHazaane the
Mohammad Alvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
'talab' ye soch ke lag jaa.e na zabaan me.n za.ng
kisii se baat mai.n kartaa nahii.n ishaare me.n
Khurshid Talab
Ghazal
Aalok Shrivastav
Ghazal
Saqi Faruqi
Ghazal
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
Zeb Ghauri
Ghazal
mire badan pe zamaano.n kii za.ng hai lekin
mai.n kaise dekhuu.n shikasta hai aa.ina meraa
Asad Badayuni
Ghazal
josh-e-girya se rahii barsaat barso.n par kabhii
us kii teG-e-tez aaluuda na dekhii za.ng se
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
jo ek jism jalaatii hai barq-e-abr-e-KHayaal
to laakh za.ng-zada aa.ine nikhaartii hai
Zafar Iqbal
Ghazal
tuu aayaa lauT aayaa hai guzre dino.n kaa nuur
chehro.n pe apne varna to barso.n kaa za.ng thaa
Amir Hamza Saqib
Ghazal
safha-e-qirtaas hai yaa za.ng-KHurda aa.iina
likh rahe hai.n aaj kyaa apne suKHan-var dekhnaa