SEARCH RESULTS
Showing search results for "za.ng"
Nazm MATCHES FOR "za.ng"
Nazm
dosti ka hath
tumhaare aa.ina-KHaane bhii za.ng-aaluuda
mire suraahii o saaGar bhii gard gard se hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
saqi-nama
haqiiqat pe hai jaama-e-harf-e-ta.ng
haqiiqat hai aa.iina-e-guftaar-e-za.ng
Allama Iqbal
Nazm
holi
bajte hai.n kahii.n taal kahii.n za.ng zamii.n par
holii ne machaayaa hai ajab rang zamii.n par
Nazeer Akbarabadi
Nazm
zud-pashiman
jab andar aayaa to dekhaa
shahzaadii ke jism kii saarii suu.iyaa.n za.ng-aaluuda thii.n
Parveen Shakir
Nazm
shayad miTTi mujhe phir pukare
kyaa paimaana za.ng-aaluud thaa
ye chaadar tumhe.n miTTii se duur rakhegii
Sara Shagufta
Nazm
shikwa-e-muKHtasar
zamaane ke nizaam-e-za.ng-aaluuda se shikva hai
qavaaniin-e-kuhan aa.iin-e-farsuuda se shikva hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
lamha-e-ghanimat
za.ng-KHurda hai.n aahanii hii sahii
aaj mauqa.a hai TuuT saktii hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
kal raat Dhale
almaarii kii chaabii kho ga.ii thii
vo za.ng bharii puraanii chaabii
Zehra Nigaah
Nazm
maut
za.ng-aaluud mohabbat ko tujhe sau.np diyaa
sard haatho.n se mirii jaan mire ho.nT na sii
Akhtarul Iman
Nazm
tawaif
teraa dil hai za.ng-aaluuda magar chehra hai saaf
tere zaahir aur baatin me.n hai kitnaa iKHtilaaf
Mahirul Qadri
Nazm
ek clerk laDki
aa.ina kis liye hai za.ng-aaluud
phuul kii pa.nkhu.Dii pe sil kyuu.n hai
Naresh Kumar Shad
Nazm
hamein nabud mat karna
saliibe.n apne siine par
samaa.at par namiida za.ng ke taale sambhaale