SEARCH RESULTS
Showing search results for "zaa"
Ghazal MATCHES FOR "zaa"
Ghazal
maayuus bhii to karte nahii.n tum za-raah-e-naaz
ta.ng aa ga.e hai.n kashmakash-e-imtihaa.n se ham
Hasrat Mohani
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
ye mushagaafiyaa.n hai.n giraa.n tab-e-ishq par
kis ko dimaaG-e-kaavish-e-zaat-o-sifaat hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
jannat kii ko.ii huur nazar par cha.Dhii nahii.n
duniyaa me.n mujh ko ek parii-zaad thaa pasand
Bekhud Dehlvi
Ghazal
za-bas-ki mashq-e-tamaashaa junuu.n-alaamat hai
kushaad-o-bast-e-mizhah siili-e-nadaamat hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
za-farq-taa-ba-qadam ek mauja-e-mai-e-naab
takallumash ki baje jaise chaa.ndnii me.n sitaar
Bashir Badr
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ai aab-e-ashk aatish-e-unsur hai dekhnaa
jii hii gayaa agar nafas-e-shola-zaa ga.e
Momin Khan Momin
Ghazal
dil me.n bharaa za-bas-ki KHayaal-e-sharaab thaa
maanind aa.ine ke mire ghar me.n aab thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
yaar mujh ko dekh zaa ronaa to un saa hijr me.n
mushfiqaana kuchh nasiihat jabki farmaane lage
Rangin Saadat Yaar Khan
Ghazal
phirte hii us kii aa.nkh ke vaabasta-tar havaa
mai.n dil ke saath dil nigah-e-fitna-zaa ke saath