SEARCH RESULTS
Showing search results for "zabardast"
Ghazal MATCHES FOR "zabardast"
Ghazal
mere maathe pe likho baKHt se haaraa hu.aa hai
ik zabardast zabardast se haaraa hu.aa hai
Ahmad Iftikhar khatak
Ghazal
yaa.n to kuchh apnii KHushii se nahii.n ham aa.e hu.e
ik zabardast ke hai.n khii.nch ke bulvaa.e hu.e
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
har zabardast kaa har zulm sahaa hai mai.n ne
zindagii mahz tirii hirs-e-baqaa kii KHaatir
Jaleel Haider Lashari
Ghazal
kisii kaa zor zabardast par nahii.n chalnaa
falak ne zulm kiyaa kis ne intiqaam liyaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
'ziishaan' buto.n me.n jo ko.ii zindagii hotii
mai.n sab se zabardast banaataa nazar aataa
Zeeshaan sajid
Ghazal
zabardast zid ne kiyaa dil ko zaKHmii
jigar shaq hu.aa haa.n me.n haa.n kahte kahte
Nisar Kubra Azimabadi
Ghazal
ishq me.n kaam nahii.n zor-zabardastii kaa
jab bhii tum chaaho judaa honaa judaa ho jaanaa
Rehman Faris
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
ham to dete nahii.n kuchh ye bhii zabardastii hai
chhiin kar dil liye jaate ho ye kyaa karte ho
Bekhud Dehlvi
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
mu.nh kiyaa raat ko kaalaa jo zabardastii se
kyaa zaruurat thii tumhe.n Gair ke ghar jaane kii
Boom Merathi
Ghazal
Gurbir Chhaebrra
Ghazal
yuu.n hai ki zabardastii uThaayaa gayaa mujh ko
aise to nahii.n kuu-e-sitamgar se uThaa mai.n
Abdurrahman Wasif
Ghazal
shaam kii baat pe aa.nkho.n kaa chhalaknaa ma.amuul
kaifiyat KHud pe zabardastii nahii.n taarii kii
Aarib Hasimi
Ghazal
zabardastii anjaan hai ban rahaa vo
miraa haal-e-dil sar-basar jaantaa hai
Zaki Tariq Barabankavi
Ghazal
hai azm-jazm ye ki zabardastii aaj to
band-e-qabaa hai mausam-e-gulzaar to.Diye