SEARCH RESULTS
Showing search results for "zaigam"
Ghazal MATCHES FOR "zaigam"
Ghazal
agar nasiib me.n 'zaiGam' KHizaa.n hii likkhii ho
to phir jahaa.n me.n talaash-e-bahaar kaun kare
Zaigham Hameedi
Ghazal
Hema Kandpal Hiya
Ghazal
muntazir baiThe hai.n ham bhii ki pa.e daad-e-Gazal
zaiGam aataa hai ko.ii ko.ii Gazaal aataa hai
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
majruuh kiyaa ulfat-e-abruu ne dam-e-haj
mehraab-e-haram naaKHun-e-zaiGam nazar aa.ii
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Waqar Hilm Syed Naglavi
Ghazal
ho jis ko dasht me.n haasil qaraabat-e-zaiGam
vahii Gazaal hujuum-e-sagaa.n se aage hai
Jawed Adil Sohavi
Ghazal
ujaa.D ho gayaa sahraa-e-dil ki jaise yahaa.n
Gazaal o zaiGam o kargas kabhii rahe hii nahii.n
Mohammad Aazam
Ghazal
'zaiGam' hazaar raunaq-e-mahfil bhalii sahii
tanhaa.ii jo uThaa.egii mahshar bhii dekhnaa
Zaigham Hameedi
Ghazal
samjhe hai.n ahl-e-sharq ko shaayad qariib-e-marg
maGrib ke yuu.n hai.n jam.a ye zaaG o zaGan tamaam
Hasrat Mohani
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
kyaa bad-gumaa.n hai mujh se ki aa.iine me.n mire
tuutii kaa aks samjhe hai za.ngaar dekh kar
Mirza Ghalib
Ghazal
ai rang us me.n suud hai teraa ziyaa.n nahii.n
KHushbuu u.Daa ke le ga.ii zangaar ko tire
Jaun Eliya
Ghazal
ishq kii raah ke meyaar alag hote hai.n
ik judaa zaa.icha-e-nafaa-o-zarar bantaa hai
Jaleel 'Aali'
Ghazal
hamesha kyaa piyuu.ngaa mai.n isii kohna-sifaalii mai.n
mire aage kabhii to saaGar-e-zarfaam aa.egaa
Shad Azimabadi
Ghazal
kyaa daur hai ki marham-e-za.ngaar kii jagah
ab chaara-gar sharaab chhi.Dakte hai.n ghaav par