SEARCH RESULTS
Showing search results for "zainab"
Ghazal MATCHES FOR "zainab"
Ghazal
kyuu.n sakiina aur zainab is qadar KHaamosh hai.n
duur tak sahraa me.n dekho KHaamushii hai karbalaa
Nuzhat Abbasi
Ghazal
ko.ii itnaa be-sahaaraa kaise ho saktaa hai yaar
ek manzar par guzaaraa kaise ho saktaa hai yaar
Rafia Zainab
Ghazal
chaadar duu.n apne 'ahd kii zainab ko aur ba.Dhuu.n
nezo.n pe jo saje hai.n sabhii sar sameT luu.n
Marghoob Ali
Ghazal
ab kahaa.n vo vaqt ke be-laus yaarii chaahiye
umr ke is daur me.n ab zimmedaarii chaahiye
Rafia Zainab
Ghazal
ek KHutba jo diyaa hazrat-e-zainab ne 'KHayaal'
aaj tak Daal rahaa hai kisii darbaar pe KHaak
Ahmad Khayal
Ghazal
Rafia Zainab
Ghazal
mujhe savaal kii sharmindagii se uljhan thii
vo mere puuchhe binaa har javaab rakhtaa thaa
Rafia Zainab
Ghazal
jaltii ruto.n me.n umr guzarne ke baad ab
sarshaar ek saaya-e-rahmat ne kar diyaa
Rafia Zainab
Ghazal
kalaam kartii huu.n zainab ke lahje me.n 'bushraa'
mai.n dii.n kii raah me.n beTe nisaar kartii huu.n
Bushra Bakhtiyar Khan
Ghazal
kabhii muqaddar jo ye inaayat kare to kyaa ho
bichha.D ke mujh se vo merii chaahat kare to kyaa ho
Rafia Zainab
Ghazal
ho chukaa khel ye asbaab uThaa.o jaa.o
ko.ii ummiid na ab mujh ko ba.ndhaa.o jaa.o
Rafia Zainab
Ghazal
KHutba zainab ne diyaa jab sar-e-darbaar-e-yaziid
naa-samajh tab kahii.n saadaat kaa matlab samjhe
Jabbar Wasif
Ghazal
aa.o har yaar-e-guzishta ko bulaayaa jaa.e
dil kii haalat kaa tamaasha saa banaayaa jaa.e
Rafia Zainab
Ghazal
vo kaun zauj zainab-e-bint-e-rasuul kaa
bulaas vo jo saahib-e-izz-o-vaqaar thaa
Kaifi Chirayyakoti
Ghazal
umr guzrii ki tujhe ham ne bhulaa rakkhaa hai
apne har jaan.ne vaale ko bataa rakkhaa hai
Rafia Zainab
Ghazal
lutf aataa hai unhe.n har zulm-e-nau-iijaad me.n
chain aataa hai mujhe dard-e-dil-e-naashaad me.n