SEARCH RESULTS
Showing search results for "zakhiira"
Ghazal MATCHES FOR "zakhiira"
Ghazal
daaman me.n aa.nsu.o.n kaa zaKHiira na kar abhii
ye sabr kaa maqaam hai girya na kar abhii
Saqi Faruqi
Ghazal
Asim Wasti
Ghazal
socho to nafrato.n kaa zaKHiira hai ek dil
karte hai.n yuu.n to pyaar kaa iz.haar sab ke sab
Asad Badayuni
Ghazal
Taimur Hasan
Ghazal
ye judaa.ii hai ki nisyaa.n kaa jahannam ko.ii
raakh ho jaa.e na yaado.n kaa zaKHiira apnaa
Saqi Faruqi
Ghazal
itnaa na KHarch kiijiye rakhiye sa.nbhaal kar
aa.nkho.n me.n aa.nsu.o.n kaa zaKHiira qaliil hai
Irfan Jafari
Ghazal
Kashif Syed
Ghazal
talKH yaade.n bhii to hotii hai.n bahar-haal azaab
is liye rakhtaa nahii.n un kaa zaKHiira kar ke
Ayyub Khan Bismil
Ghazal
jo talKHiye.n ki zaKHiira mai.n kii hai.n Gam me.n tire
na un se ek ko badluu.n hazaar qand se mai.n
Qayem Chaandpuri
Ghazal
itaa.at us kii zaKHiira hai bas sa.aadat kaa
yahaa.n ke vaaste aur mulk-e-jaavedaa.n ke liye
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
mai.n bikhre se lafzo.n kaa huu.n ik zaKHiira
ma'aanii tumhii.n aur tumhii.n daastaa.n ho
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
Gulzar Bukhari
Ghazal
ba-juz zaKHiira-e-auhaam paas kuchh bhii nahii.n
ye baat kaash vo girviida-e-anaa suntaa
Mohsin Ehsan
Ghazal
ehsaas nazaakat kii kyo.n maut na vaaq.e ho
har phuul ke aa.ngan me.n kaa.nTo.n kaa zaKHiira hai
Jan Kashmiri
Ghazal
zaKHiira aa.nsu.o.n kaa us me.n kis qadar hogaa
jo tere zahr bhare qahqaho.n ko sahtaa hai
Wajid Sahri
Ghazal
Saleem Sagar
Ghazal
vo jis ke paas zaKHiira thaa sab javaabo.n kaa
usii kii bazm me.n Talte rahe savaal bahut
G R Kanwal
Ghazal
apne chehre se jo zaahir hai chhupaa.e.n kaise
terii marzii ke mutaabiq nazar aa.e.n kaise