SEARCH RESULTS
Showing search results for "zakiya"
Ghazal MATCHES FOR "zakiya"
Ghazal
bas ik zaraa KHayaal hame.n dostii kaa hai
varna bahut malaal tirii be-ruKHii kaa hai
Zakia Ghazal
Ghazal
'ishq me.n tere jangal bhii ghar lagte hai.n
kaa.nTe aur babuul sanobar lagte hai.n
Zakia Ghazal
Ghazal
zabaa.n ne jo bhii kahaa arz-e-haal tho.Dii hai
tumhaare bin hame.n jiinaa muhaal tho.Dii hai
Zakia Ghazal
Ghazal
tiraa mizaaj ho barham ye kab gavaaraa hai
yahii KHushii hai hamaarii ki tuu hamaaraa hai
Zakia Ghazal
Ghazal
malaal dil me.n kisii dard kaa nahii.n rakhnaa
ko.ii buraa jo kahe dil buraa nahii.n rakhnaa
Zakia Ghazal
Ghazal
safar me.n KHaak hu.e kaarvaa.n banaate hu.e
zamiin jalne lagii aasmaa.n banaate hu.e
Zakia Ghazal
Ghazal
Zakia Ghazal
Ghazal
sadaa-e-mehr-o-mohabbat lagaane aa.e hai.n
jo baar uTh nahii.n saktaa uThaane aa.e hai.n
Zakia Ghazal
Ghazal
vo jin ko KHuub thaa apne hunar kaa andaaza
hai apnii maat kii un ko KHabar kaa andaaza
Zakia Ghazal
Ghazal
havaa-e-mast ne kaano.n me.n kuchh kahaa hai kyaa
tire KHayaal ne dil ko mere chhu.aa hai kyaa
Zakia Ghazal
Ghazal
KHud se judaa hu.e to kahii.n ke nahii.n rahe
yuu.n dar-ba-dar hu.e ki zamii.n ke nahii.n rahe
Zakia Ghazal
Ghazal
jahaa.n bhii zulm-o-takabbur misaal hotaa hai
uruuj-e-aadam-e-KHaakii zavaal hotaa hai
Zakia Ghazal
Ghazal
buland hausle aalii janaab rakhte hai.n
ham apnii palko.n pe raushan se KHvaab rakhte hai.n
Zakiya Shaikh Meena
Ghazal
nafrat ke silsile ye 'adaavat ke silsile
jaane kahaa.n ga.e vo uKHuvvat ke silsile
Zakiya Shaikh Meena
Ghazal
ai qalamkaar mire harf-e-sadaaqat likhnaa
varna be-kaar hai mazmuun-e-balaaGat likhnaa
Zakiya Shaikh Meena
Ghazal
bahut gumnaam huu.n ashhar nahii.n huu.n
mai.n ik darvesh huu.n zar-gar nahii.n huu.n