SEARCH RESULTS
Showing search results for "zameen pak rahi hai kedarnath singh ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "zameen pak rahi hai kedarnath singh ebooks"
Ghazal
KHalaa se is zamii.n par sa.ng-rezo kii ye baarish
kisii jaanib se kyaa ko.ii ishaara ho rahaa hai
Irfan Sattar
Ghazal
fazaa-e-mai-kada be-ra.ng lag rahii hai mujhe
rag-e-gulaab rag-e-sa.ng lag rahii hai mujhe
Shahryar
Ghazal
kab dil ke aa.ine me.n vo manzar nahii.n rahaa
aa.nkho.n ke saamne jo ki pal bhar nahii.n rahaa
Jamal Ehsani
Ghazal
zindagii dast-e-tah-e-sa.ng rahii hai barso.n
ye zamii.n ham pe bahut ta.ng rahii hai barso.n
Wakil Akhtar
Ghazal
jo mo'tariz kha.De hai.n mirii is u.Daan par
shikva na un se hai na shikaayat zabaan par
Hina Ambareen Tariq
Ghazal
sukuu.n maa.nge na raahat maa.ngtii hai
ye chaahat to ibaadat maa.ngtii hai
Rinki Singh Sahiba
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
suKHan me.n taazgii-o-imbisaat barqaraar hai
samaa.ato.n me.n is liye nashaat barqaraar hai
Ravi shukl
Ghazal
jab tak zamii.n pe re.ngte saa.e rahe.nge ham
suuraj kaa bojh sar pe uThaa.e rahe.nge ham
Himayat Ali Shayar
Ghazal
alag alag rahe har sang ghaaTii ghaaTii baTe
hai intizaar sabhii ko ki ye pahaa.D phaTe
Musavvir Sabzwari
Ghazal
taare hamaarii KHaak me.n bikhre pa.De rahe
ye kyaa ki tere nain falak se la.De rahe
Gulzar Vafa Chaudhari
Ghazal
misaal-e-sa.ng-e-tapiida ja.De hu.e hai.n kahii.n
hamaare KHvaab yahii.n par pa.De hu.e hai.n kahii.n
Shaheen Mufti
Ghazal
kyaa meraa iKHtiyaar zamaan-o-makaan par
pahre biThaa diye hai.n kisii shai ne dhaan par