SEARCH RESULTS
Showing search results for "zan-muriid"
Ghazal MATCHES FOR "zan-muriid"
Ghazal
dekhe na piir-zaal jahaa.n ko uThaa ke aa.nkh
mardo.n me.n aabruu nahii.n kuchh zan-muriid kii
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
zan-e-duniyaa muriid kis kii nahii.n
ham bhii is qahba ke the piiro.n me.n
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
muriid piiT ke kyuu.n na.ara-zan na ho.n un kaa
buraa hai haal ki laagaa hai zaKHm piiro.n kaa
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
Hashim Azimabadi
Ghazal
Muneer Bhopali
Ghazal
talab duniyaa ko kar ke zan-muriidii ho nahii.n saktii
KHayaal-e-aabruu-e-himmat-e-mardaana aataa hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
terii jafaa to morid-e-ilzaam thii na hai
merii vafaa bhii koshish-e-takmiil-e-zaat thii
Himayat Ali Shayar
Ghazal
manzil thii ik taraf to safar duusrii taraf
ik samt pair uThe the nazar duusrii taraf
Yahya Khan Yusuf Zai
Ghazal
jab kabhii baat kisii kii bhii burii lagtii hai
aisaa lagtaa hai ki siine me.n chhurii lagtii hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
in parii-zaad javaano.n ne kiyaa piir mujhe
kar diyaa zo.af se juu.n saaya zamii.n-giir mujhe
Inamullah Khan Yaqeen
Ghazal
jitnaa tabaah zaat ko karnaa thaa kar chukaa
malba uThaa.o meraa ki tuufaa.n guzar chukaa
Kuldeep Kumar
Ghazal
Ghubar Kiratpuri
Ghazal
vo jo bhii baKHshe.n vo in.aam le liyaa jaa.e
malaal hii dil-e-naakaam le liyaa jaa.e
Ramz Afaqi
Ghazal
vo apnii zaat me.n gum thaa niDhaal aisaa thaa
mizaaj puuchhne vaale kaa haal aisaa thaa
Surender Pandit Soz
Ghazal
maanaa ki tuu savaar hai aur mai.n piyaada huu.n
mujh se hazar na kar ki shanaasaa-e-jaada huu.n
Rais Amrohvi
Ghazal
KHudaa mire dil-e-pur-KHuu.n ko daaG-daar kare
jo laala-zaar mirii KHaak se bahaar kare