SEARCH RESULTS
Showing search results for "zan-muriid"
Nazm MATCHES FOR "zan-muriid"
Nazm
tum
shaguftagii kaa lataafat kaa shaahkaar ho tum
faqat bahaar nahii.n haasil-e-bahaar ho tum
Kaifi Azmi
Nazm
jalti raat sulagte sae
qatra qatra Tapak rahaa hai lahuu
lamha lamha pighal rahii hai hayaat
Prem Warbartani
Nazm
miTTi ka diya
jhuTpuTe ke vaqt ghar se ek miTTii kaa diyaa
ek bu.Dhiyaa ne sar-e-rah laa ke raushan kar diyaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
tijarat
is me.n kyaa shak hai tijaarat baadshaahii kaaj hai
Gaur kar ke dekh lo taajir ke sar par taaj hai
Faiz Ludhianvi
Nazm
gandhi-jayanti
bhuul ga.ii hai aaj to rahbar-e-haq-nigaah ko
bhuul ga.ii hai aaj tuu mard-e-jahaa.n-panaah ko
Arsh Malsiyani
Nazm
aadmi-nama
duniyaa me.n paadshah hai so hai vo bhii aadmii
aur muflis-o-gadaa hai so hai vo bhii aadmii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ganga
ai aab-ruud-e-ga.ngaa uf rii tirii safaa.ii
ye teraa husn dil-kash ye tarz-o-dil-rubaa.ii
Suroor Jahanabadi
Nazm
nashat-e-umid
ai mirii ummiid merii jaa.n-navaaz
ai mirii dil-soz merii kaarsaaz
Altaf Hussain Hali
Nazm
tumne likkha hai
tum ne likkhaa hai mire KHat mujhe vaapas kar do
Dar ga.ii.n husn-e-dil-aavez kii rusvaa.ii se
Prem Warbartani
Nazm
hubb-e-watan
ai sip.har-e-barii.n ke sayyaaro
ai fazaa-e-zamii.n ke gul-zaaro
Altaf Hussain Hali
Nazm
apni malka-e-suKHan se
ai sham-e-'josh' o mash.al-e-aivaan-e-aarzuu
ai mehr-e-naaz o maah-e-shabistaan-e-aarzuu
Josh Malihabadi
Nazm
ramayan ka ek scene
ruKHsat hu.aa vo baap se le kar KHudaa kaa naam
raah-e-vafaa kii manzil-e-avval hu.ii tamaam