SEARCH RESULTS
Showing search results for "zanjiir-e-shab-o-roz"
Ghazal MATCHES FOR "zanjiir-e-shab-o-roz"
Ghazal
chand yaade.n mirii zanjiir-e-shab-o-roz banii.n
chand lamhe mire kho.e hu.e ausaan bane
Shaz Tamkanat
Ghazal
zindaan-e-anaasir hii pe mauquuf nahii.n kuchh
zanjiir-e-shab-o-roz bhii ham to.D ke KHush hai.n
Mustafa Rahi
Ghazal
Ashfaq Husain
Ghazal
abas hii mahv-e-shab-o-roz vo du.aa me.n thaa
ilaaj us kaa agar dard-e-laa-davaa me.n thaa
Farrukh Jafari
Ghazal
shor se paak shab-o-roz guzaare ghar me.n
ham ki tarse hii rahe ko.ii pukaare ghar me.n
Yunus Tahseen
Ghazal
ek ha.ngaama shab-o-roz bapaa rahtaa hai
KHaana-e-dil me.n nihaa.n jaise KHudaa rahtaa hai
Moid Rasheedi
Ghazal
ek gardaan shab-o-roz vo gardaante hai.n
kyaa haqiiqat hai pas-e-parda nahii.n jaante hai.n
Wseem Ahmad
Ghazal
is tavaqqo me.n shab-o-roz guzaaraa jaa.e
cha.Dhtii saa.nso.n kaa kahii.n bojh utaaraa jaa.e
Rahbar sultani
Ghazal
vo be-niyaaz shab-o-roz-o-maah-o-saal gayaa
ab us ke gum-shuda hone kaa ehtimaal gayaa
Shahid Ahmad Shoaib
Ghazal
isii tarah ke shab-o-roz hai.n vahii duniyaa
puraanii KHaak pe ta.amiir hai na.ii duniyaa
Aftab Hussain
Ghazal
usii tarah ke shab-o-roz hai.n vahii duniyaa
puraanii KHaak pe ta.amiir hai na.ii duniyaa
Aftab Hussain
Ghazal
sadiyo.n se shab-o-roz yahii soch rahaa huu.n
mai.n kaun KHudaa kaun hai mai.n bhuul gayaa huu.n
Aarij Meer
Ghazal
tuu shab-o-roz se halkaan nazar aataa hai
chand hii roz kaa mehmaan nazar aataa hai
Amritanshu Sharma
Ghazal
Fauziya Akhtar Azka
Ghazal
be-vaz.a shab-o-roz kii tasviir dikhaa kar
ab daad na maa.ngo mujhe zanjiir dikhaa kar
Saleem Shahid
Ghazal
haadse Gam ke shab-o-roz guzarte hii rahe
ham jo karnaa thaa bahar-taur vo karte hii rahe
Khaleeq Burhanpuri
Ghazal
shab-o-roz raqs-e-visaal thaa so nahii.n rahaa
kabhii tujh ko meraa KHayaal thaa so nahii.n rahaa
Rehana Roohi
Ghazal
ye shab o roz jo ik be-kalii rakkhii hu.ii hai
jaane kis husn kii diivaangii rakkhii hu.ii hai