SEARCH RESULTS
Showing search results for "zanjiir-e-shab-o-roz"
Nazm MATCHES FOR "zanjiir-e-shab-o-roz"
Nazm
juz teri aankhon ke
kab nikal aa.e tire pyaar kaa chaa.nd
to.D de halqa-e-zanjiir-e-shab-o-roz
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
dua
bayaaz-e-shab-o-roz par dastaKHat tire qadmo.n ke ho.n
chahakte hu.e tiino.n naTkhaT zamaane
Wazir Agha
Nazm
dua
byaaz-e-shab-o-roz par dastaKHat tere qadmo.n ke ho.n
badan ke pasiine se qarno.n ke auraaq mahke.n
Wazir Agha
Nazm
dua
bayaaz-e-shab-o-roz par dastaKHat tere qadmo.n ke ho.n
chahakte hu.e tiino.n naTkhaT zamaane
Wazir Agha
Nazm
intizar
guzar rahe hai.n shab o roz tum nahii.n aatii.n
riyaaz-e-ziist hai aazurda-e-bahaar abhii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
intizar
ye dhuup dhuup shab-o-roz sulagte lamhe
ye tiirgii ye tajallii ye kaifiyat ye azaab
Asad Rizvi
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
charaaG raah me.n us ke amal se jalne lage
lo aaj sub.h-e-shab-e-intizaar aa hii ga.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
silsila-e-roz-o-shab
KHudaa ne alaa.o jalaayaa hu.aa hai
use kuchh dikhaa.ii nahii.n de rahaa hai
Meeraji
Nazm
katik ka chand
sone lagtii hai sar-e-shaam ye saarii duniyaa
in ke hujro.n me.n na dar hai na dariicha ko.ii
Ibn e Insha
Nazm
haar jit
mujh ko haasil hai vo me.aar-e-shab-o-roz ki jo
us ke mahbuub ke haato.n me.n nahii.n KHvaab me.n hai
Mustafa Zaidi
Nazm
masjid-e-qurtuba
tujh ko parakhtaa hai ye mujh ko parakhtaa hai ye
silsila-e-roz-o-shab sairafi-e-kaa.enaat
Allama Iqbal
Nazm
meri main jashn-e-shab-e-munawwar
ki ik junuu.n saa hai mujh pe taarii
manaazir-e-koh-o-kunj jashn-e-shab-e-munavvar manaa rahe hai.n