SEARCH RESULTS
Showing search results for "zarbat"
Ghazal MATCHES FOR "zarbat"
Ghazal
yaa zarbat-e-KHaliil se but-KHaana chiiKH uThaa
yaa pattharo.n ko ma.arifat-e-zaat ho ga.ii
Hafeez Jalandhari
Ghazal
ye to nahii.n farhaad se yaarii nahii.n rakhte
ham log faqat zarbat-kaarii nahii.n rakhte
Abbas Tabish
Ghazal
mai.n jo chup-chaap saa baiThaa huu.n tirii mahfil me.n
ye miraa shauq nahii.n zarbat-e-tanhaa.ii hai
Aamir Shauqi
Ghazal
yuu.nhii nahii.n ye zarbat-e-tesha kii dastake.n
lagtaa hai ik fasiil pas-e-baab aur hai
Abbas Tabish
Ghazal
bikhar hii jaa.uu.ngaa ik zarbat-e-sadaa to mile
mai.n ek raqs-e-sharar siina-e-rabaab me.n huu.n
Khaleel Tanveer
Ghazal
is se pahle ki ye saudaa mire sar me.n na rahe
dast-e-qaatil ko ataa zarbat-e-kaarii karnaa
Khursheed Rizvi
Ghazal
har ek saaz ko saazindagaa.n nahii.n darkaar
badan ko zarbat-e-mizraab se ilaaqa nahii.n
Ziaul Mustafa Turk
Ghazal
jaan ik zarbat-e-shamshiir-e-do-dam aur sahii
tan-e-sad-chaak pe duniyaa ke sitam aur sahii
Kazim Rizvi
Ghazal
zarbat-e-sa.ng bane apnii sadaa ke Gunche
gumbad-e-jehd me.n ham jab bhii pukaare logo
Adeeb Sohail
Ghazal
Sagar Huzoor puri
Ghazal
zarbat-e-tesha thii patthar kii lakiir
naam miTtaa hii nahii.n farhaad kaa
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
ba-ii.n navaazish-e-mausam shaguft-e-gul pe na jaa
zabaan-e-haal se goyaa ba-chashm-e-tar KHaamosh
Akhtar Ziai
Ghazal
zarb-e-shamshiir ho yaa zarb-e-nigaah-e-momin
dono.n suurat hai bajaa zarbat-e-kaarii honaa
Amar Ruhani
Ghazal
ye kyaa azaab hai sab apne aap me.n gum hai.n
zabaa.n milii hai magar ham-zabaa.n nahii.n miltaa