SEARCH RESULTS
Showing search results for "zardii"
Ghazal MATCHES FOR "zardii"
Ghazal
nahii.n hai kam zar-e-KHaalis se zardi-e-ruKHsaar
tum apne ishq ko ai 'zauq' kiimiyaa samjho
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
shahr-e-KHizaa.n hai zardii o.Dhe kha.De hai.n pe.D
manzar manzar nazar chubhone vaalaa mai.n
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
ye sila paayaa vafaa kaa husn kii sarkaar se
chehra-e-aashiq kii zardii hai zar-e-in.aam-e-ishq
Abul Kalam Azad
Ghazal
Shabnam Rumani
Ghazal
kuchh ranj-e-dilii 'miir' javaanii me.n khi.nchaa thaa
zardii nahii.n jaatii mire ruKHsaar se ab tak
Meer Taqi Meer
Ghazal
ik masaafat paa.nv shal kartii hu.ii sii KHvaab me.n
ik safar gahraa musalsal zardii-e-mahtaab me.n
Muneer Niyazi
Ghazal
Muzaffar Hanfi
Ghazal
mah.ngii hai jahaa.n dhaat mire surKH lahuu se
zardii ke us aashob me.n to merii panah hai
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Saghar Nizami
Ghazal
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
Noon Meem Danish
Ghazal
ab bhii kyaa kuchh kahne kii gunjaa.ish hai
sab kuchh zaahir hai chehre kii zardii se
Manish Shukla
Ghazal
ye zardii-e-ruKHsaar na miTTii me.n milegii
ye zardii-e-ruKHsaar to sonaa hai mirii dost
Rehana Qamar
Ghazal
sayyaare par zardii utrii dariyaa miTTii KHushk
haathii par haudaj kasvaa.o naaqe par paalaan
Ahmad Jahangir
Ghazal
muubaaf zard rang hai sumbul kii choT me.n
khotaa hai buu-e-gul kii pareshaaniyaa.n basant