SEARCH RESULTS
Showing search results for "zarf-e-be-mai"
Ghazal MATCHES FOR "zarf-e-be-mai"
Ghazal
zarf-e-be-mai se pilaa.ii to haram me.n phailii
phailtii jald hai kuchh ahl-e-karaamaat kii baat
Riyaz Khairabadi
Ghazal
mai-e-be-ra.ng kaa sau rang se rusvaa honaa
kabhii mai-kash kabhii saaqii kabhii miinaa honaa
Asghar Gondvi
Ghazal
aish-o-ishrat hii me.n kuchh hai zindagii
marg hai be-yaar o be-mai zindagii
Joshish Azimabadi
Ghazal
Musavvir Karanjavi
Ghazal
Kanval M. A
Ghazal
kahaa.n tak na behosh-o-be-KHud karegii
mai-e-vasl hai ko.ii sharbat nahii.n hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
bad-KHaslatii se baaz kab aataa hai bad-nihaad
kam-zarf o be-zamiir pe laa'nat hii kyo.n na ho
Riaz Rahi
Ghazal
mai-e-be-KHudii kaa saaqii mujhe ek jur.a bas thaa
na kabhii nasha utartaa na kabhii KHumaar hotaa
Ismail Merathi
Ghazal
har rang kii saaqii tire maiKHaane me.n pii lii
ab to miraa saaGar mai-e-be-rang se bhar de
Syed Bashir Husain Bashir
Ghazal
Muneer Shikohabadi
Ghazal
shaiKH ko de do mai-e-be-ra.ng-o-buu
us kii qismat se khi.nchii achchhii nahii.n
Riyaz Khairabadi
Ghazal
tuu ne kyaa chiiz banaa dii nigah-e-sehr-taraaz
vo jo thii shiisha-e-dil me.n mai-e-be-naam abhii
Habeeb Ahmad Siddiqui
Ghazal
shab-e-be-maah bhii us kii nahii.n kaalii hogii
jis ne katran bhii tire nuur kii paa lii hogii
Mannan Bijnori
Ghazal
Riyaz Khairabadi
Ghazal
mast-o-be-KHud tere mai-KHaane kaa baam-o-dar bane
saaqiyaa gar terii chashm-e-mast kaa saaGar bane
Khushi Mohammad Naazir
Ghazal
Nazm Tabatabai
Ghazal
vafuur-e-be-KHudii-e-bazm-e-mai na puuchho raat
ko.ii ba-juz nigah-e-yaar hoshiyaar na thaa
Aasi Ghazipuri
Ghazal
buu-e-mai paa ke mai.n chaltaa hu.aa mai-KHaane ko
ik parii thii ki lagaa le ga.ii diivaane ko