SEARCH RESULTS
Showing search results for "zarf-e-be-mai"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zarf-e-be-mai"
Ghazal
zarf-e-be-mai se pilaa.ii to haram me.n phailii
phailtii jald hai kuchh ahl-e-karaamaat kii baat
Riyaz Khairabadi
Ghazal
mai-e-be-ra.ng kaa sau rang se rusvaa honaa
kabhii mai-kash kabhii saaqii kabhii miinaa honaa
Asghar Gondvi
Ghazal
aish-o-ishrat hii me.n kuchh hai zindagii
marg hai be-yaar o be-mai zindagii
Joshish Azimabadi
Ghazal
Musavvir Karanjavi
PAGE MATCHES FOR "zarf-e-be-mai"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "zarf-e-be-mai"
Ghazal
kahaa.n tak na behosh-o-be-KHud karegii
mai-e-vasl hai ko.ii sharbat nahii.n hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
bad-KHaslatii se baaz kab aataa hai bad-nihaad
kam-zarf o be-zamiir pe laa'nat hii kyo.n na ho
Riaz Rahi
Nazm
ishq aur maut
ataa dard hotaa thaa shaa.ir ke dil ko
KHudii tishna-kaam mai-e-be-KHudii thii
Allama Iqbal
Nazm
bhaunre ki be-qarari
mire kunj me.n mujhe roz-o-shab
mai-e-be-KHudii thii pilaa rahii
Suroor Jahanabadi
Ghazal
mai-e-be-KHudii kaa saaqii mujhe ek jur.a bas thaa
na kabhii nasha utartaa na kabhii KHumaar hotaa
Ismail Merathi
Ghazal
har rang kii saaqii tire maiKHaane me.n pii lii
ab to miraa saaGar mai-e-be-rang se bhar de
Syed Bashir Husain Bashir
Ghazal
Muneer Shikohabadi
Nazm
abr
garaj kaa shor nahii.n hai KHamosh hai ye ghaTaa
'ajiib mai-kada-e-be-KHarosh hai ye ghaTaa
Allama Iqbal
Ghazal
shaiKH ko de do mai-e-be-ra.ng-o-buu
us kii qismat se khi.nchii achchhii nahii.n
Riyaz Khairabadi
Ghazal
tuu ne kyaa chiiz banaa dii nigah-e-sehr-taraaz
vo jo thii shiisha-e-dil me.n mai-e-be-naam abhii