SEARCH RESULTS
Showing search results for "zarra-e-aavaara"
Ghazal MATCHES FOR "zarra-e-aavaara"
Ghazal
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
mai.n ek zarra-e-aavaara aur mirii KHaatir
samundaro.n sii ye raate.n ye din himaale se
Wali Alam Shaheen
Ghazal
siyaah ban me.n chamaktaa huu.n misl-e-diida-e-sher
ye kis ne zarra-e-aavaara ko sitaara kiyaa
Rafiq Raaz
Ghazal
mai.n hii ik shaKHs thaa yaaraan-e-kuhan me.n aisaa
kaun aavaara phiraa kuucha-e-fan me.n aisaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
saraab-e-jism ko sahraa-e-jaa.n me.n rakh denaa
zaraa sii dhuup bhii is saa.ebaa.n me.n rakh denaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
zaraa sii der Thahar jaa.o jugnu.o.n aa kar
hamaare ghar me.n charaaGo.n kii raushnii kam hai
M. I. Sajid
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
na jaane kab se hai us paar dekhne kii havas
fasiil-e-zaat se uupar zaraa uThaa mujh ko
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
kitnii dilkash hai dil-afroz hai duniyaa-e-danii
apnii aa.nkho.n se zaraa haath haTaa kar dekho
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Gam-e-firaaq zaraa sii to aas rahne de
kahii.n mile to kahe.nge 'razaa' 'razaa' na rahaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
sambhal kar zaraa naaz-o-aGmaaz kiije
hasiino.n kii duniyaa me.n qillat nahii.n hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
gulzaar-e-rivaayat se zaraa zehn ko mo.Do
jiddat ke bayaabaan me.n ashjaar bahut hai.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
zaraa bataa.o to kis kis ko maat doge 'shakiil'
bisaat-e-vaqt pe mohre badalte rahte hai.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
saaya-e-gul me.n zaraa der jo sustaa.e hai.n
saaya-e-daar se ye va.ada-KHilaafii to nahii.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
ik aabshaar pe maanind-e-barg-e-aavaara
ko.ii maqaam hai apnaa na ko.ii manzil hai