SEARCH RESULTS
Showing search results for "zarrii.n"
Ghazal MATCHES FOR "zarrii.n"
Ghazal
suruud-e-aatish-e-zarriin-e-sahn-e-KHaamoshii
vo daaG hai jise har shab jalaane lagte ho
Jaun Eliya
Ghazal
jha.De jo tirii kafsh-e-zarrii.n ke zarre
falak par vo jaa kar sayyaare hu.e hai.n
Aagha Akbarabadi
Ghazal
jise KHabar nahii.n KHud apnii zaat kii 'zarrii.n'
vo duusro.n kaa bhalaa kis tarah pataa rakhtaa
Iffat Zarrin
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
kaise miT paa.e.ngii 'zarrii.n' ye hade.n afkaar kii
TuuT kar dil ke kinaare duur tak bahte rahe
Iffat Zarrin
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
'zarrii.n' kyaa bahaaro.n ko mu.D mu.D ke dekhiye
maanuus the KHizaa.n kii dil-aasaa.iyo.n se ham
Iffat Zarrin
Ghazal
murG-e-zarriin-e-falak par hai yaqiin-e-KHuffaash
kis qadar mere dino.n me.n hu.ii.n saarii raate.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
kaun pahchaanegaa 'zarrii.n' mujh ko itnii bhii.D me.n
mere chehre se vo apnii har nishaanii le gayaa
Iffat Zarrin
Ghazal
ha.nsii me.n saaGar-e-zarrii.n khanak khanak jaa.e
shabaab us kii sadaa kaa chhalak chhalak jaa.e
Akbar Hameedi
Ghazal
haalaat sa.nvarne me.n zaraa der lagegii
is zaKHm ke bharne me.n zaraa der lagegii
Mehr Zarreen
Ghazal
jo log bhiik dete hai.n chehre ko dekh kar
'zarrii.n' unhii.n ke dar pe anaa le ga.ii mujhe
Iffat Zarrin
Ghazal
aaj qatl karnaa bhii ban gayaa hai fan 'zarrii.n'
qatl karne vaalo.n ke kuchh pate nahii.n milte
Iffat Zarrin
Ghazal
hijr ke phuul me.n vo chehra-e-zarrii.n dekhuu.n
vasl ke KHvaab ko milne kaa ishaara na kahuu.n