SEARCH RESULTS
Showing search results for "zarrii.n"
Nazm MATCHES FOR "zarrii.n"
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
zarrii.n jhuule.n nuur kaa aalam
miilo.n tak vo cham-cham cham-cham
Akbar Allahabadi
Nazm
aaj ki baaten kal ke sapne
be-zarii apnii sadaaqat ko parakhtii hii rahii
tal gayaa husn zar-o-siim kii miizaano.n me.n
Qateel Shifai
Nazm
surKH sitara
tum samajhte ho ye shab aap hii Dhal jaa.egii
KHud hii ubhregaa na.ii sub.h kaa zarrii.n parcham
Amir Usmani
Nazm
manazir-e-sahar
larzish vo sitaaro.n kii vo zarro.n kaa tabassum
chashmo.n kaa vo bahnaa ki fidaa jin pe tarannum
Josh Malihabadi
Nazm
ek shaera ki shadi par
tere ash.aar the jannat kii bahaaro.n ke hujuum
tere afkaar the zarriin sitaaro.n ke hujuum
Akhtar Shirani
Nazm
ek nazm
ai kisii gulshan zarrii.n kii garaa.n-qadr kalii
apnii uj.Dii hu.ii mahkaar chhupaa le mujh se
Qateel Shifai
Nazm
pahla patthar
libaas-e-chaak pe tohmat qabaa-e-zarrii.n kii
dil-e-shikasta pe ilzaam bad-dimaaGii kaa
Mustafa Zaidi
Nazm
ek tazad
koh se zarrii.n aziyyat ke guzar jaane ke ba.ad
surKH naGma shaam kaa ik pal me.n mar jaane ke ba.ad
Meeraji
Nazm
ai subh-e-watan
zarro.n ko taGayyur ne baKHshaa ik mo.ajiza-e-KHurshiid-shikan
ai sub.h-e-vatan ai sub.h-e-vatan
Saghar Nizami
Nazm
Cleopatra
us kaa zarrii.n taKHt siimii.n jism hai aa.nkho.n se duur
jaam-e-zahr-aaluud se uThte hai.n jhaag
Akhtarul Iman
Nazm
musafir-e-shab
fazaa-e-siim aaraa-e-falak me.n
ufuq kii raushan-o-zarrii.n jhalak me.n
Raabia Pinhan
Nazm
mera dost abul-haul
hamaare baa'd zamii.n ke tale so rahe hai.n
ajaa.ib-gharo.n me.n laTaktii hai.n talvaare.n un kii
Akhtarul Iman
Nazm
dilli aur hum
aa.ina hai ham se us ke ahd-e-zarrii.n kii jhalak
us ke tahziib-o-adab ke aa.iina-KHaane hai.n ham
Talib Chakwali
Nazm
tulsidas
apnii naadaanii kahe.n yaa apnii qismat kaa qusuur
diid ke zarrii.n aqaa.ed se hu.e jaate the duur