SEARCH RESULTS
Showing search results for "zartaab"
Ghazal MATCHES FOR "zartaab"
Ghazal
yuu.nhii nahii.n ye zarbat-e-tesha kii dastake.n
lagtaa hai ik fasiil pas-e-baab aur hai
Abbas Tabish
Ghazal
ziist karne ko bahut chashm-e-fusuu.n-kaar mujhe
vo mire ishq ke zartaab se kam vaaqif hai
Nadiya ambar lodhi
Ghazal
sub.h kii dhuup dhundhalko.n me.n badal jaatii hai
shaaKH-e-iflaas pe zartaab samar aane tak
Jamuna Parsad Rahi
Ghazal
raushnii shaam kii sun paa.e na aavaaza-e-shab
mohr-e-zartaab kaa aafaaq se paimaa.n ho jaa.e
Arsh Siddiqui
Ghazal
chaa.nd ke jalve bhii tujh ko aa.e.nge phiike nazar
ik nazar pahle tuu us kaa chehra-e-zartaab dekh
Adil Hera
Ghazal
KHush-baKHtiyo.n ke dil-nashii.n a.asaab tum to ho
husn-e-karam ke paikar-e-zartaab tum to ho
Ain Shujabadi
Ghazal
reg-e-saahil pe miraa baiThnaa taa-der aur 'zeb'
bahr-e-zartaab kaa vo merii viraasat lagnaa
Zeb Ghauri
Ghazal
KHaak-e-be-rang me.n mil jaa.egaa rangiin badan
'aks aa.iina-e-zartaab me.n rah jaa.egaa
Mehar Ali
Ghazal
isii pahaa.D ke piichhe hai vaadii-e-zartaab
yahaa.n jo qaafile pal-bhar ruke hu.e barbaad
Hamidi Kashmiri
Ghazal
ye kis hasii.n kaa chehra-e-zartaab bujh gayaa
pahle kabhii to itnaa nahii.n thaa udaas chaa.nd
Shehzad Anjum Burhani
Ghazal
kyaa un ko nazar aate bhalaa KHaak me.n gauhar
guzre jo nahii.n KHvaahish-e-zartaab se aage
Mumtaz Athar
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
abhii kuchh aur karishme Gazal ke dekhte hai.n
'faraaz' ab zaraa lahja badal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ye havaa.e.n u.D na jaa.e.n le ke kaaGaz kaa badan
dosto mujh par ko.ii patthar zaraa bhaarii rakho