SEARCH RESULTS
Showing search results for "zartaab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zartaab"
Nazm
chehra tera
gauhar-e-naayaab hai zartaab hai chehra tiraa
kyaa kahuu.n bas manzar-e-naayaab hai chehra tiraa
Jai Raj Singh Jhala
Nazm
dil mere sahra-naward-e-pir dil
reg sub.h-e-iid ke maanind zartaab-o-jaliil
reg sadiyo.n kaa jamaal
Noon Meem Rashid
PAGE MATCHES FOR "zartaab"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "zartaab"
Ghazal
ziist karne ko bahut chashm-e-fusuu.n-kaar mujhe
vo mire ishq ke zartaab se kam vaaqif hai
Nadiya ambar lodhi
Nazm
waqt ki baat
vaqt jab bhii kisii zartaab o hasii.n maazii ke gahnaa.e hu.e
haal se do-chaar hu.aa kaa.np uThaa
Ahmad Rahi
Ghazal
sub.h kii dhuup dhundhalko.n me.n badal jaatii hai
shaaKH-e-iflaas pe zartaab samar aane tak
Jamuna Parsad Rahi
Ghazal
raushnii shaam kii sun paa.e na aavaaza-e-shab
mohr-e-zartaab kaa aafaaq se paimaa.n ho jaa.e
Arsh Siddiqui
Ghazal
chaa.nd ke jalve bhii tujh ko aa.e.nge phiike nazar
ik nazar pahle tuu us kaa chehra-e-zartaab dekh
Adil Hera
Nazm
shab kaisi bhi ho shab se hamein pyar nahin hai
shab kitnii hii zartaab ho pur-nuur ho shab hai
dil shab kii kisii shai kaa parastaar nahii.n hai
Zuhoor Nazar
Ghazal
KHush-baKHtiyo.n ke dil-nashii.n a.asaab tum to ho
husn-e-karam ke paikar-e-zartaab tum to ho
Ain Shujabadi
Ghazal
reg-e-saahil pe miraa baiThnaa taa-der aur 'zeb'
bahr-e-zartaab kaa vo merii viraasat lagnaa








