SEARCH RESULTS
Showing search results for "zehno.n"
Ghazal MATCHES FOR "zehno.n"
Ghazal
pyaar kii aag banaa detii hai kundan jin ko
un ke zehno.n me.n bhalaa zaat kahaa.n hotii hai
Ahmad Rahi
Ghazal
Abbas Dana
Ghazal
apne zehno.n me.n rachaa liijiye is daur kaa ra.ng
ko.ii tasviir banegii to ye kaam aa.egaa
Azhar Inayati
Ghazal
sab ruuhe.n zehno.n par kap.Daa rakhtii thii.n
ham bas jismo.n kaa hii parda karte the
Nivesh Sahu
Ghazal
Rahi Masoom Raza
Ghazal
jamii hai gard siyaasat kii jin ke zehno.n par
mushaa.era bhii adab ke baGair chaahte hai.n
Tahir Faraz
Ghazal
zehno.n me.n khaultaa thaa jo laavaa vo jam gayaa
mafluuj ho ke rah ga.e fankaar sab ke sab
Asad Badayuni
Ghazal
Qaisar Shameem
Ghazal
Zehra Nigaah
Ghazal
shanaasaa zehno.n pe ta.ane asar nahii.n karte
tuu ajnabii hai tujhe zahr khaa ke chalnaa hai
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
ko.ii payaambar ko.ii imaam-e-zamaa.n hii aa.e
asiir zehno.n me.n soch bharnaa ko.ii to siikhe
Neelma Naheed Durrani
Ghazal
Balmohan panday
Ghazal
haa.e un be-kaar zehno.n kii ghanii parchhaa.iyaa.n
uf ye sannaaTe kaa ajgar aur tanhaa aadmii
Chandrabhan Khayal
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
zehno.n pe musallat hai.n siyah soch ke baadal
zulmat me.n diyaa dil kaa jalaanaa to pa.Degaa