SEARCH RESULTS
Showing search results for "zer-e-chinaar"
Ghazal MATCHES FOR "zer-e-chinaar"
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
pesh kartaa hai chhupaa kar Gam-e-pinhaa.n lekin
us kii tahriir kaa har zer-o-zabar chiiKHtaa hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
misaal-e-gauhar-e-naayaab zer-e-aab rahaa
ye aarzuu thii samundar uchhaaltaa mujh ko
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
zer-e-lab ab vo muskuraate hai.n
merii aaho.n kaa kuchh asar hai to
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
KHayaal pursish-e-aamaal kaa nahii.n hai unhe.n
jo zer-dasto.n ko zer-e-itaab rakhte hai.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
libaas-e-KHaak shafaq-ra.ng misl-e-shaaKH-e-chinaar
bisaat-e-soKHta-aamoz fikr-o-fan kyuu.n hai
Shamim Hanafi
Ghazal
jo Gam milaa hai bojh uThaayaa hai us kaa KHud
sar zer-e-baar-e-saaGar-o-baada nahii.n kiyaa
Parveen Shakir
Ghazal
ret hii dono.n jagah thii zer-e-mehr-o-zer-e-aab
misra-e-uulaa se kab thaa misra-e-saanii alag
Tafzeel Ahmad
Ghazal
mirii nazar se vo jalve na rah sake mastuur
jo zer-e-parda-e-pairaahan-e-bahaar rahe
Ehsan Danish
Ghazal
soz-e-dil meraa mujh ko de hai jalaa
aah misl-e-chinaar kyaa kiije
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Ghazal
ham aane vaalii nasl ko de.nge shadiid pyaas
ham log zer-e-bai'at-e-fikr-e-yaziid hai.n
Vikram
Ghazal
hai miraa sar zer-e-baar-e-minnat-e-bedaad-e-yaar
us ke altaaf-o-inaayat kaa mai.n qaa.el ho gayaa