SEARCH RESULTS
Showing search results for "zikr e meer autobiography of meer taqi meer meer taqi meer ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "zikr e meer autobiography of meer taqi meer meer taqi meer ebooks"
Ghazal
joshish-e-ashk se huu.n aaTh pahr paanii me.n
garche hote hai.n bahut KHauf-o-KHatar paanii me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
aah-e-sahar ne sozish-e-dil ko miTaa diyaa
us baav ne hame.n to diyaa saa bujhaa diyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
us ke kuuche se jo uTh ahl-e-vafaa jaate hai.n
taa-nazar kaam kare ruu-ba-qafaa jaate hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
aah ke tii.n dil-e-hairaan-o-KHafaa ko sau.npaa
mai.n ne ye Guncha-e-tasviir sabaa ko sau.npaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
kyaa mu.aafiq ho davaa ishq ke biimaar ke saath
jii hii jaate nazar aa.e hai.n is aazaar ke saath
Meer Taqi Meer
Ghazal
uqda jo dil me.n hai mire hone kaa vaa nahii.n
jab tak ki aap kholte zulf-e-dotaa nahii.n
Taskeen Dehlavi
Ghazal
betaabiyo.n me.n tang ham aa.e hai.n jaan se
vaqt-e-shakeb KHush ki gayaa darmiyaan se
Meer Taqi Meer
Ghazal
kaahiida kiyaa aah-e-junuu.n ne mujhe yaa.n tak
zanjiir mire paa.nv kii aaKHir utar aa.ii
Meer Muzaffar Husain Zameer
Ghazal
KHuubii kaa us kii bas-ki talabgaar ho gayaa
gul baaG me.n gale kaa mire haar ho gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
aariz kii taab saaya-e-gesuu Gazal me.n hai
ya.anii ki dhuup chhaa.nv kaa jaaduu Gazal me.n hai
Badr Mohammadi
Ghazal
karte hii nahii.n tark-e-butaa.n taur-e-jafaa kaa
shaayad hamii.n dikhlaave.nge diidaar KHudaa kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
har zii-hayaat kaa hai sabab jo hayaat kaa
nikle hai jii hii us ke liye kaa.enaat kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
shikva karuu.n mai.n kab tak us apne mehrbaa.n kaa
al-qissa rafta rafta dushman hu.aa hai jaa.n kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
dil miraa luuT gayaa vo ba.Dii tauqiir ke saath
jo mujhe jiit na paayaa kabhii shamshiir ke saath
Jahan Ara Tabassum
Ghazal
aap kyaa mujh ko navaaze.nge janaab-e-aalii
saltanat tak mire in.aam me.n bik jaatii hai
Munawwar Rana
Ghazal
merii bastii tak mire apne makaa.n tak aa ga.e
jangalo.n kii aag ke sho'le yahaa.n tak aa ga.e
Shadan Barabankvi
Ghazal
qatra-e-aab ko kab tak mirii dhartii tarse
aag lag jaa.e samundar me.n to paanii barse