SEARCH RESULTS
Showing search results for "zina araz malaf"
Ghazal MATCHES FOR "zina araz malaf"
Ghazal
zindagii pyaarii hai logo.n ko agar itnii 'malaal'
kyuu.n masiihaa.o.n ko zinda nahii.n rahne dete
Sagheer Malal
Ghazal
Zia Jalandhari
Ghazal
zabt-e-Gam dast-ras-e-aah-e-rasaa maa.nge hai
ye a.ndheraa tire 'aariz kii ziyaa maa.nge hai
Bakhtiyar Ziya
Ghazal
'iram' par dhuup kaa ehsaas Gaalib aa nahii.n saktaa
mire sar par abhii tak saaya-e-diivaar zinda hai
Erum Zehra
Ghazal
saaz me.n soz hai aavaaz me.n baaqii hai khanak
chand saa.nso.n ke taqaaze pe abhii zinda huu.n
Manzar Eijaz
Ghazal
har fikr ke chehre par sau zaKHm hai.n maazii ke
ik lafz nahii.n zinda aavaaz ke maqtal me.n
Chandrabhan Khayal
Ghazal
aur masraf hii nahii.n us kaa mire paas 'ayaaz'
haa.n magar dil ko kisii husn pe vaaraa jaa.e
Mohammad Ali Ayaz
Ghazal
Jafar Tahir
Ghazal
rivaaj-e-madrasa hai dopahar ke vaqt qailuula
yahaa.n shab zinda-daarii maa.il-e-aaraam hai saaqii
Mani Nagpuri
Ghazal
dil ke Tuk.De na karo husn kii ziinat hai yahii
aa.ina TuuTaa to kyaa lutf KHud-aaraa.ii kaa
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
ruuho.n kii KHaamoshii me.n aavaaz lagaate rahaa karo
zinda ho to hone kaa ehsaas dilaate rahaa karo
Aftab Hussain
Ghazal
aavaaz de rahaa hai mujhe baar-baar kyo.n
us ko KHabar karo ki mai.n zinda nahii.n rahaa
Ansh Pratap Singh Ghafil
Ghazal
Mahmood Sarosh
Ghazal
gar tire vaaste dil dha.Dke to zinda tuu hai
dil kii aavaaz hai aavaaz-e-pareshaa.n se alag
Syed Jameel Madni
Ghazal
aap hii zinda kare.n murda tamannaa.o.n ko
qum-be-iznii kaa asar aap kii aavaaz me.n hai