SEARCH RESULTS
Showing search results for "zindaanii"
Ghazal MATCHES FOR "zindaanii"
Ghazal
mujh ko to sikhaa dii hai afra.ng ne zindiiqii
is daur ke mullaa hai.n kyuu.n na.ng-e-musalmaanii
Allama Iqbal
Ghazal
dekho to kidhar aaj ruKH-e-baad-e-sabaa hai
kis rah se payaam aayaa hai zindaanii-e-dil kaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
mere tasavvuraat hai.n tahriire.n ishq kii
zindaanii-e-KHayaal hai.n zanjiire.n ishq kii
Saghar Siddiqui
Ghazal
ko.ii zanjiir nahii.n laa.eq-e-iz.haar-e-junuu.n
ab vo zindaanii-e-andaaz-e-bayaa.n kaise hai.n
Rahi Masoom Raza
Ghazal
Dhuu.nDte Dhuu.nDte sab thak ga.e lekin na milaa
ik ufuq aisaa ki jo dhund kaa zindaanii na ho
Shahryar
Ghazal
is samay ko.ii nahii.n merii nigahbaanii par
ye gha.Dii saKHt ka.Dii hai tire zindaanii par
Jamal Ehsani
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
jaan ghabraatii hai andoh se tan me.n kyaa kyaa
ta.ng ahvaal hai us yuusuf-e-zindaanii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
na ham-aaha.ng-e-masiihaa na hariif-e-jibriil
teraa shaa'ir ki hai zindaanii-e-gesuu-e-jamiil
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
sa.i-e-ahbaab ko naahaq hai rihaa.ii kaa KHayaal
aur hii kuchh hai tamannaa tire zindaanii kii
Hasrat Mohani
Ghazal
go tirii zulfo.n kaa zindaanii huu.n mai.n
bhuul mat jaanaa ki sailaanii huu.n mai.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
ko.ii saaya to milaa dhuup ke zindaanii ko
merii vahshat tirii chaahat ko du.aa detii hai
Shamim Hanafi
Ghazal
kuchh use sochne detaa hii nahii.n apne sivaa
meraa mahbuub to mere liye zindaanii hai
Akbar Masoom
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
aaj yuusuf pe agar vaqt ye laa.e ho to kyaa
kal tumhii.n taKHt bhii doge isii zindaanii ko