SEARCH RESULTS
Showing search results for "zulf-o-zulf"
Ghazal MATCHES FOR "zulf-o-zulf"
Ghazal
daam-e-KHayaal-e-zulf-e-butaa.n se chhu.Daa liyaa
kyaa baal baal mujh ko KHudaa ne bachaa liyaa
Safi Aurangabadi
Ghazal
jis jaa nasiim shaanaa-kash-e-zulf-e-yaar hai
naafaa dimaaG-e-aahu-e-dasht-e-tataar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
jab se asiir-e-zulf-e-girah-giir ho gayaa
me.n be-niyaaz-e-halqa-e-zanjiir ho gayaa
Qateel Shifai
Ghazal
havas-e-zulf-e-girah-giir liye baiThe hai.n
aayat-e-shauq kii tafsiir liye baiThe hai.n
Shahab Jafri
Ghazal
qaidii huu.n sar-e-zulf-e-girah-giir se pahle
paaband huu.n paidaa.ish-e-zanjiir se pahle
Muneer Shikohabadi
Ghazal
dil hamaaraa jaanib-e-zulf-e-siyah-faam aa.egaa
ye musaafir aaj manzil par sar-e-shaam aa.egaa
Rasheed Lakhnavi
Ghazal
duniyaa se daaG-e-zulf-e-siyah-faam le gayaa
mai.n gor me.n charaaG-e-sar-e-shaam le gayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
qismat asiir-e-zulf-e-girah-giir ho ga.ii
zulmat me.n ghir ke mehvar-e-tanviir ho ga.ii
Ghulam Yahya Anjum
Ghazal
dil ko ai ishq suu-e-zulf-e-siyah-faam na bhej
rahzano.n me.n tuu musaafir ko sar-e-shaam na bhej
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
duniyaa se daaG-e-zulf-e-siyah-faam le gayaa
mai.n gor me.n charaaG sar-e-shaam le gayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
'saabir' jo zulf-e-yaar ko kahte ho mushk-faam
mazmuun tum ko aur ko.ii suujhtaa nahii.n
Fazal Husain Sabir
Ghazal
jii me.n hai yaad ruKH-o-zulf-e-siyah-faam bahut
ronaa aataa hai mujhe har sahar-o-shaam bahut
Meer Taqi Meer
Ghazal
be-takalluf bosa-e-zulf-e-chaliipaa liijiye
naqd-e-dil maujuud hai phir kyuu.n na saudaa liijiye
Akbar Allahabadi
Ghazal
ai zulf-o-ruKH-e-yaar tirii sho.abada-baazii
mahmuud saa faateh bhii hai maftuuh-e-ayaazii
Mohan Singh Deewana
Ghazal
kabhii jo nik.hat-e-zulf-e-nigaar aa.ii hai
fazaa-e-murda-e-dil me.n bahaar aa.ii hai