SEARCH RESULTS
Showing search results for "zulf-o-zulf"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zulf-o-zulf"
PAGE MATCHES FOR "zulf-o-zulf"
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "zulf-o-zulf"
MORE MATCHES FOR "zulf-o-zulf"
Ghazal
jab se asiir-e-zulf-e-girah-giir ho gayaa
me.n be-niyaaz-e-halqa-e-zanjiir ho gayaa
Qateel Shifai
Ghazal
havas-e-zulf-e-girah-giir liye baiThe hai.n
aayat-e-shauq kii tafsiir liye baiThe hai.n
Shahab Jafri
Ghazal
qaidii huu.n sar-e-zulf-e-girah-giir se pahle
paaband huu.n paidaa.ish-e-zanjiir se pahle
Muneer Shikohabadi
Ghazal
dil hamaaraa jaanib-e-zulf-e-siyah-faam aa.egaa
ye musaafir aaj manzil par sar-e-shaam aa.egaa
Rasheed Lakhnavi
Ghazal
duniyaa se daaG-e-zulf-e-siyah-faam le gayaa
mai.n gor me.n charaaG-e-sar-e-shaam le gayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
qismat asiir-e-zulf-e-girah-giir ho ga.ii
zulmat me.n ghir ke mehvar-e-tanviir ho ga.ii
Ghulam Yahya Anjum
Sher
ai zulf-e-KHam-ba-KHam tujhe apnaa hii vaasta
hamvaar hone paa.e na umr-e-ravaa.n kii raah
Jafar Tahir
Ghazal
dil ko ai ishq suu-e-zulf-e-siyah-faam na bhej
rahzano.n me.n tuu musaafir ko sar-e-shaam na bhej
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
dil ko ai ishq suu-e-zulf-e-siyah-faam na bhej
rahzano.n me.n tuu musaafir ko sar-e-shaam na bhej