SEARCH RESULTS
Showing search results for "zulm"
Ghazal MATCHES FOR "zulm"
Ghazal
allaah-re fareb-e-mashiyyat ki aaj tak
duniyaa ke zulm sahte rahe KHaamushii se ham
Sahir Ludhianvi
Ghazal
jis din se e'timaad me.n aayaa tiraa shabaab
us din se tujh pe zulm hii Dhaataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
zulm ke daur se ikraah-e-dilii kaafii hai
ek KHuu.n-rez baGaavat ho zaruurii to nahii.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
zulm aur sabr kaa ye khel mukammal ho jaa.e
us ko KHanjar jo diyaa hai mujhe sar bhii denaa
Meraj Faizabadi
Ghazal
ma.ashuuq aur bhii hai.n bataa de jahaan me.n
kartaa hai kaun zulm kisii par tirii tarah
Momin Khan Momin
Ghazal
duniyaa me.n 'qatiil' us saa munaafiq nahii.n ko.ii
jo zulm to sahtaa hai baGaavat nahii.n kartaa
Qateel Shifai
Ghazal
Purnam Allahabadi
Ghazal
ho.n laakh zulm magar bad-du'aa nahii.n de.nge
zamiin maa.n hai zamii.n ko daGaa nahii.n de.nge
Rahat Indori
Ghazal
kuchh na kahne se bhii chhin jaataa hai ejaaz-e-suKHan
zulm sahne se bhii zaalim kii madad hotii hai
Muzaffar Warsi
Ghazal
Darshan Singh
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ye zulm hai ki zulm ko kahtaa huu.n saaf zulm
kyaa zulm kar rahaa huu.n mujhe maar diijiye
Ahmad Farhad
Ghazal
shahr ko barbaad kar ke rakh diyaa us ne 'muniir'
shahr par ye zulm mere naam par us ne kiyaa
Muneer Niyazi
Ghazal
aataa hai baad-e-zulm tumhii.n ko to rahm bhii
apne kiye se dil me.n pashemaa.n tumhii.n to ho
Dagh Dehlvi
Ghazal
kyuu.n zulm Dhaa rahaa huu.n mai.n apne vajuud par
kiicha.D uchhaaltaa huu.n mai.n apne vajuud par
Jahangeer nayab
Ghazal
zaalim thaa vo aur zulm kii aadat bhii bahut thii
majbuur the ham us se mohabbat bhii bahut thii
Kaleem Aajiz
Ghazal
shaiKH aur bahisht kitne ta.ajjub kii baat hai
yaa-rab ye zulm KHuld kii aab-o-havaa ke saath