SEARCH RESULTS
Showing search results for "'कृष्ण'"
Nazm MATCHES FOR "'कृष्ण'"
Nazm
hinDola
kisii samay me.n dhanush-baan ko sambhaalaa thaa
isii dayaar ne dekhii hai 'krishn' kii liilaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
parchhaiyan
ye kaif-o-ra.ng-e-nazaara ye bijliyo.n kii lapak
ki jaise krishn se raadhaa kii aa.nkh ishaare kare
Firaq Gorakhpuri
Nazm
pyara hindostan
'krishn' kii bansii haa.e re bansii
meraa nivaas asthaan yahii hai
Nazeer Banarasi
Nazm
tarana-e-reKHta
aur 'kirshn-chandr' 'manto' zinda kahaaniyaa.n hai.n
lafzo.n ke aa.ine me.n husn-e-bayaa.n kaa jaaduu
Farhat Ehsas
Nazm
shri-krishn
hai.n jasodhaa ke liye ziinat-e-aaGosh kahii.n
gopiyo.n ke bhii tasavvur se hai.n ruu-posh kahii.n
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
chahaton ka jahan hai urdu
'faiz' o 'iqbaal' o kirshn-chandar se
vus.at-e-be-karaan hai urdu
Krishna Mohan
Nazm
urdu
aaj bhii 'prem' ke aur 'krishn' ke afsaane hai.n
aaj bhii vaqt kii jamhuurii zabaa.n hai urdu
Ata Abidi
Nazm
siri kirshn
hu.aa tuluu.a sitaaro.n kii dilkashii le kar
suruur aa.nkh me.n nazro.n me.n zindagii le kar
Seemab Akbarabadi
Nazm
panghaT ki rani
rag-rag jis kii hai ik baajaa aur nas-nas zanjiir
krishn muraarii kii bansii hai yaa arjun kaa tiir
Saghar Nizami
Nazm
zakir-husain
raam aur kirshn ke jiivan se tujhe pyaar magar
baada-e-hubb-e-mohammad se bhii sarshaar magar