SEARCH RESULTS
Showing search results for "'aabruu'-e-taKHallus"
Nazm MATCHES FOR "'aabruu'-e-taKHallus"
Nazm
phir sham hui
ham jo phirte hai.n vahshat-zada sargiraa.n
the kabhii saahib-e-aabruu shahr me.n
Ibn e Insha
Nazm
KHud-faroshi
ik ahd se jo aabruu-e-bazm-e-suKHan the
vo aabruu-e-sher-o-suKHan bech rahe hai.n
Payam Fatehpuri
Nazm
jam-e-jam ke sath
kaaTii hai umr abruu-e-teG-e-do-dam ke saath
mai.n us ke dam ke saath huu.n vo mere dam ke saath
ismatullah ismat beg
Nazm
hubb-e-watan
lenaa hai jo ab kaam shakar-rez qalam se
tausiif-e-KHam-e-abru-e-jaanaa.n se hai dushvaar
Ameer Chand Bahar
Nazm
raftagan
hai kaun jis ko nazr kare.n aa.nsu.o.n ke phuul
le jaa.e.n aaj aabruu-e-chashm-e-tar kahaa.n
Muneebur Rahman
Nazm
andhe pujari
havas kii qaid me.n hai aabruu-e-laala-o-gul
chaman-farosh bane hai.n chaman ke rakhvaale
Qaisarul Jafri
Nazm
bhik shabnam ki
mire hii KHuun se hai aabruu-e-rang-e-hayaat
magar nasiib me.n mere hai zulmat-e-pur-haul
Shaheen Badr
Nazm
jaras-e-gul ki sada
ham bhii shauq-e-rah-e-dildaar ke zindaanii hai.n
jab bhii abruu-e-dar-e-yaar ne irshaad kiyaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
pyas
zamaane me.n hamesha tishnagii hii kaam aatii hai
isii se aabruu-e-mai-kada kii aab hai qaa.em
Prem Pal Ashk
Nazm
ye sar-zamin-e-watan
ye sar-zamiin-e-vatan aabruu-e-aalam-e-KHaak
ye sar-zamiin-e-vatan gulshan-e-bahaar-e-hayaat
Rifat Sarosh
Nazm
bolti lakiren
kamaan-e-abru-e-KHuubaa.n kaa baa.nkpan hai Gazal
to nazm hai kisii patthar me.n naqsh-e-aa.iina
Ghayas Mateen
Nazm
madam
zulf-e-shab-ra.ng liye sandal o uud o ambar
KHam-e-abruu-e-hasii.n dair kii mehraab liye
Asrarul Haq Majaz
Nazm
sahra bhi zarKHez hote hain
zamii.n kaa maathaa chuum rahii thii
abruu-e-shams kii jumbish se
Omainuz Zahra Sayyad
Nazm
aaKHiri aadmi ka rajaz
na e'tibaar-e-harf hai na aabruu-e-KHuun hai
sukuun hii sukuun hai
Iftikhar Arif
Nazm
eid us pari-wash ki
phir baam kii jaanib uThe abruu-e-hilaalii
aur chaa.nd ne sharmaa ke kahaa eid-mubaarak