SEARCH RESULTS
Showing search results for ",AEpU"
Nazm MATCHES FOR ",aepu"
Nazm
shikwa
dard-e-lailaa bhii vahii qais kaa pahluu bhii vahii
najd ke dasht o jabal me.n ram-e-aahuu bhii vahii
Allama Iqbal
Nazm
itna malum hai!
aur jab us ne vahaa.n mujh ko na paayaa hogaa!?
aap ko ilm hai vo aaj nahii.n aa.ii hai.n?
Parveen Shakir
Nazm
muhasara
so ye javaab hai meraa mire aduu ke liye
ki mujh ko hirs-e-karam hai na KHauf-e-KHamyaaza
Ahmad Faraz
Nazm
ai sharif insano
aap aur ham sabhii ke aa.ngan me.n
sham' jaltii rahe to behtar hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
dosti ka hath
alam to ye hai ki dono.n ko vahm hai ki bahaar
aduu ke KHuu.n me.n nahaane ke baa'd aatii hai
Ahmad Faraz
Nazm
ye baat samajh mein aai nahin
aapii bhii pakaatii hai.n halva
phir vo bhii kyuu.n halvaa.ii nahii.n
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
aadmi-nama
aur aadmii hii chor hai aur aapii thaang hai
hai chhiinaa jhapTii aur baa.ng taa.ng hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
KHizr-e-rah
guu.njtii hai jab fazaa-e-dasht me.n baa.ng-e-rahiil
ret ke Tiile pe vo aahuu kaa be-parvaa KHiraam
Allama Iqbal
Nazm
mauzu-e-suKHan
haa.e us jism ke kambaKHt dil-aavez KHutuut
aap hii kahiye kahii.n aise bhii afsuu.n ho.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
magar ye zaKHm ye marham
bas ek manzar-e-be-hijr-o-visaal hai jis me.n
ham apne aap hii kuchh rang bharte jaate hai.n