SEARCH RESULTS
Showing search results for ",ITre"
Nazm MATCHES FOR ",iTre"
Nazm
eid ka din
pahaa.Do.n se vo utre qaafile roza-guzaaruu.n ke
gayaa garmii kaa 'mausam aur aa.e din bahaaro.n ke
Majeed Lahori
Nazm
wirsa
pal salaamat hai to tuu paar utar saktaa hai
chaahe tabliiG baGaavat ke liye hii utre
Sahir Ludhianvi
Nazm
barsat ki bahaaren
khaa puuriyaa.n kisii ko hai.n lag rahe maro.De
aate hai.n dast jaise dau.De.n iraaqii gho.De
Nazeer Akbarabadi
Nazm
wo bagh mein mera muntazir tha
pahnaa gahraa basantii jo.Daa
aur itr-e-suhaag me.n basaayaa
Parveen Shakir
Nazm
aaj tanhai ne thoDa sa dilasa jo diya
aise utrii thii ki jaise ko.ii aayat utre
hijr kii shaam ke bikhre hu.e kaajal kii lakiir
Mohsin Naqvi
Nazm
farsh-e-naumidi-e-didar
qaafile qaamat o ruKHsaar o lab o gesuu ke
parda-e-chashm pe yuu.n utre hai.n be-suurat-o-ra.ng
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
sar-e-wadi-e-sina
phir dil ko musaffaa karo, is lauh pe shaayad
maabain-e-man-o-tuu nayaa paimaa.n ko.ii utre
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
husn-e-jaanan
jo dekho maddham sii raushnii me.n
gumaa.n ye guzre ki chaa.nd utre
Ashfaq Ahmad Saim
Nazm
wo mar chuka hai
hamaarii KHvaahish vo duudh ban kar
hamaarii zarKHez chhaatiyo.n kii namii me.n utre
Sarmad Sahbai
Nazm
ai hijr-zada shab
jis KHaak pe utre the muraado.n ke sahiife
sankii thii jahaa.n sabz havaa, kuu-e-vafaa kii
Amjad Islam Amjad
Nazm
tamanna ke tar
sitaaro.n se utre hai.n kuchh log raat
vo kahte hai.n apnii tamannaa ke zholiida taaro.n ko suljhaa.o
Noon Meem Rashid
Nazm
KHud-supurdagi
chaa.ndnii nii.nd kaa phailaa hu.aa jaaduu le kar
dil ke be-KHvaab nagar me.n utre