SEARCH RESULTS
Showing search results for ",MAnR"
Nazm MATCHES FOR ",manr"
Nazm
shikwa
phir ye aazurdagi-e-Gair sabab kyaa ma.anii
apne shaidaa.o.n pe ye chashm-e-Gazab kyaa ma.anii
Allama Iqbal
Nazm
raqib se!
aajizii siikhii Gariibo.n kii himaayat siikhii
yaas-o-hirmaan ke dukh-dard ke ma.anii siikhe
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mujhse pahle
mai.n ne maanaa ki vo begaana-e-paimaan-e-vafaa
kho chukaa hai jo kisii aur kii ra.anaa.ii me.n
Ahmad Faraz
Nazm
dastur
tum nahii.n chaaraagar ko.ii maane magar
mai.n nahii.n maantaa mai.n nahii.n jaantaa
Habib Jalib
Nazm
ek bar kaho tum meri ho
ham ghuum chuke bastii ban me.n
ik aas kii phaa.ns liye man me.n
Ibn e Insha
Nazm
zindagi se Darte ho
us se tum nahii.n Darte!
harf aur ma.anii ke rishta-haa-e-aahan se aadmii hai vaabasta
Noon Meem Rashid
Nazm
taj-mahal
merii mahbuub kahii.n aur milaa kar mujh se
bazm-e-shaahii me.n Gariibo.n kaa guzar kyaa ma.anii
Sahir Ludhianvi
Nazm
aurat
to.D paimaana-e-mardaan-e-KHirad-mand bhii to.D
ban ke tuufaan chhalaknaa hai ubalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
is waqt to yun lagta hai
maanaa ki ye sunsaan gha.Dii saKHt ka.Dii hai
lekin mire dil ye to faqat ik hii gha.Dii hai