SEARCH RESULTS
Showing search results for ",Ti6L"
Nazm MATCHES FOR ",Ti6l"
Nazm
saqi-nama
KHudii kaa nasheman tire dil me.n hai
falak jis tarah aa.nkh ke til me.n hai
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
zindagii kii auj-gaaho.n se utar aate hai.n ham
sohbat-e-maadar me.n tifl-e-saada rah jaate hai.n ham
Allama Iqbal
Nazm
kisan
tifl-e-baaraa.n taajdaar-e-KHaak amiir-e-bostaa.n
maahir-e-aa.iin-e-qudarat naazim-e-bazm-e-jahaa.n
Josh Malihabadi
Nazm
hinDola
taKHaiyyulaat kii doshiizgii kaa radd-e-amal
javaan ho ke bhii be-laus tifl-vash jazbaat
Firaq Gorakhpuri
Nazm
dur tak yaad-e-watan aai thi samjhane ko
tifl un ko hii samajh lenaa jii bahlaane ko
desh sevaa hii kaa bahtaa hai lahuu nas nas me.n
Ram Parsad Bismil
Nazm
uljhan
zamiin jismo.n se Dhak ga.ii hai
qadam to kyaa til bhii dharne kii ab jagah nahii.n hai
Javed Akhtar
Nazm
KHatun-e-mashriq
terii peshaanii pe jhalkegaa misaal-e-barq-e-tuur
tifl kaa naaz-e-sharaafat aur shauhar kaa Guruur
Josh Malihabadi
Nazm
aaKHiri bosa
guzartii raat ke na.nge badan par til kii suurat qaa.em-o-daa.em
hamesha jaagne vaalaa sitaaraa
Amjad Islam Amjad
Nazm
inqalab-e-hind
kar rahaa hai qasr-e-aazaadii kii buniyaad ustuvaar
fitrat-e-tifl-o-zan-o-piir-o-javaa.n kaa inqalaab
Zafar Ali Khan
Nazm
shahar-e-yaran
aasmaa.n kii god me.n dam to.Dtaa hai tifl-e-abr
jam rahaa hai abr ke ho.nTo.n pe KHuu.n-aaluud kaf