SEARCH RESULTS
Showing search results for ",cpfi"
Nazm MATCHES FOR ",cpfi"
Nazm
zindagi se Darte ho
''an-kahii'' se Darte ho
jo abhii nahii.n aa.ii us gha.Dii se Darte ho
Noon Meem Rashid
Nazm
aaj bazar mein pa-ba-jaulan chalo
chashm-e-nam jaan-e-shoriida kaafii nahii.n
tohmat-e-ishq-e-poshiida kaafii nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
Dhaka se wapsi par
un se jo kahne ga.e the 'faiz' jaa.n sadqe kiye
an-kahii hii rah ga.ii vo baat sab baato.n ke baa'd
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
ham-suKHan ho.nge jo ham dono.n to har baat ke biich
an-kahii baat kaa mauhuum saa parda hogaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zara si baat
taKHliye kii baato.n me.n guftuguu izaafii hai
pyaar karne vaalo.n ko ik nigaah kaafii hai
Amjad Islam Amjad
Nazm
kuchh baaten an-kahi rahne do
kuchh baate.n an-kahii rahne do
kuchh baate.n an-sunii rahne do
Muneer Niyazi
Nazm
baiTha hai mere samne wo
mere liye us ke haath kaafii
us ke liye saaraa falsafa hai
Fahmida Riaz
Nazm
aaina
la.Dkii sar ko jhukaa.e baiThii
kaafii ke pyaale me.n chamcha hilaa rahii hai
Parveen Shakir
Nazm
hasan kuza-gar (2)
us kaa nahii.n ko.ii javaab
yahii kaafii hai ki baatin kii sadaa guu.nj uThe!
Noon Meem Rashid
Nazm
ek makDa aur makkhi
ye baat kahii aur u.Dii apnii jagah se
paas aa.ii to mak.De ne uchhal kar use pak.Daa
Allama Iqbal
Nazm
ramayan ka ek scene
aaKHir asiir-e-yaas kaa qufl-e-dahan khulaa
afsaana-e-shadaa.id-e-ra.nj-o-mehan khulaa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
aaj ki raat
un ke altaaf kaa itnaa hii fusuu.n kaafii hai
kam hai pahle se bahut dard-e-jigar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
inqilabi aurat
kahaa.n javaanii
ya.anii us ko guzre ab tak kaafii arsa biit chukaa hai
Fahmida Riaz
Nazm
hubb-e-watan
band us qufl me.n hai ilm un kaa
jis kii kunjii kaa kuchh nahii.n hai pataa