SEARCH RESULTS
Showing search results for ",dkAn"
Nazm MATCHES FOR ",dkan"
Nazm
saqi-nama
tirii aag is KHaak-daa.n se nahii.n
jahaa.n tujh se hai tuu jahaa.n se nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
ek laDka
aaj chaahuu.n to ik ik dukaa.n mol luu.n
aaj chaahuu.n to saaraa jahaa.n mol luu.n
Ibn۔e۔Insha
Nazm
parchhaiyan
hamaaraa raaz hamaaraa nahii.n sabhii kaa hai
chalo ki saare zamaane ko raaz-daa.n kar le.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
urdu
dakkan ke 'valii' ne mujhe godii me.n khelaayaa
'saudaa' ke qasiido.n ne miraa husn ba.Dhaayaa
Iqbal Ashhar
Nazm
chakle
vo ujle dariicho.n me.n paayal kii chhan chhan
tanaffus kii uljhan pe table kii dhan dhan
Sahir Ludhianvi
Nazm
hasan kuza-gar (1)
tujhe sub.h baazaar me.n buu.Dhe attaar yuusuf
kii dukkaan par mai.n ne dekhaa
Noon Meem Rashid
Nazm
KHizr-e-rah
suu-e-garduu.n naala-e-shab-giir kaa bheje safiir
raat ke taaro.n me.n apne raaz-daa.n paidaa kare
Allama Iqbal
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
yaa.n dhan-daulat kaa ant nahii.n
ho.n ghaat me.n Daaku laakh magar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
andha kabaadi
yuu.n parakhte hai.n ki jaise un se ba.Dh kar
KHvaab-daa.n ko.ii na ho!
Noon Meem Rashid
Nazm
ye bachcha kis ka bachcha hai
sab gehuu.n dhaan muhayyaa hai
kahii.n daulat ke sanduuq bhare
Ibn۔e۔Insha
Nazm
iltija-e-musafir
phir aa rakhuu.n qadam-e-maadar-o-pidar pe jabii.n
kiyaa jinho.n ne mohabbat kaa raaz-daa.n mujh ko