SEARCH RESULTS
Showing search results for ",gmnE"
Nazm MATCHES FOR ",gmne"
Nazm
is waqt to yun lagta hai
shaaKHo.n me.n KHayaalo.n ke ghane pe.D kii shaayad
ab aa ke karegaa na ko.ii KHvaab baseraa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHwab nahin dekha hai
shahr se duur kisii gaa.nv me.n rah jaane kaa
khet khaliyaano.n me.n baaGo.n me.n kahii.n gaane kaa
Waseem Barelvi
Nazm
o des se aane wale bata
jhuule aur gaane hote hai.n
aur duur kahii.n kuchh dekhte hii
Akhtar Shirani
Nazm
abhi hum KHub-surat hain
ab bhii mahbuub-e-jahaa.n hai
shaa.erii shoriid-gaan-e-ishq ke vird-e-zabaa.n hai
Ahmad Faraz
Nazm
KHadsha
ye be-niyaaz ghane jangalo.n se baal tire
ye phuultii hu.ii sarso.n kaa rang gaalo.n par
Mohsin Naqvi
Nazm
ai ishq kahin le chal
vo tiir ho saagar kii rut chhaa.ii ho phaagun kii
phuulo.n se mahaktii ho purvaa.ii ghane ban kii
Akhtar Shirani
Nazm
raat sunsan hai
meraa kamra jo mire dil kii har ik dha.Dkan ko
saal-haa-saal se chup-chaap gine jaataa hai
Mustafa Zaidi
Nazm
ek lamha
raqs karne lagtii hai.n muurate.n ajantaa kii
muddato.n ke lab-basta Gaar gaane lagte hai.n
Kaifi Azmi
Nazm
east india company ke farzandon se KHitab
zulm bhuule raagnii insaaf kii gaane lage
lag ga.ii hai aag kyaa ghar me.n ki chillaane lage
Josh Malihabadi
Nazm
ishq apne mujrmon ko pa-ba-jaulan le chala
daar kii rassiyo.n ke guluu-band gardan me.n pahne hu.e
gaane vaale har ik roz gaate rahe
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
pichhle-pahar ke sannaTe mein
kamre kii KHaamosh fazaa me.n dar aayaa hai
ghane daraKHto.n me.n purvaa kii siiTii guu.njii
Ibn۔e۔Insha
Nazm
KHatun-e-mashriq
naaz se huure.n taraane hamd ke gaane lagii.n
aurte.n bhar bhar ke apnii jholiyaa.n jaane lagii.n
Josh Malihabadi
Nazm
id
masarrato.n ke KHazaane diye KHudaa ne hame.n
taraane shukr ke gaane ko iid aa.ii hai