SEARCH RESULTS
Showing search results for ",waLU"
Nazm MATCHES FOR ",walu"
Nazm
jawab-e-shikwa
tum me.n huuro.n kaa ko.ii chaahne vaalaa hii nahii.n
jalva-e-tuur to maujuud hai muusaa hii nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
nisar main teri galiyon ke
jo ko.ii chaahne vaalaa tavaaf ko nikle
nazar churaa ke chale jism o jaa.n bachaa ke chale
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
taj-mahal
murda-shaaho.n ke maqaabir se bahalne vaalii
apne taariik makaano.n ko to dekhaa hotaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek aarzu
raato.n ko chalne vaale rah jaa.e.n thak ke jis dam
ummiid un kii meraa TuuTaa hu.aa diyaa ho
Allama Iqbal
Nazm
tulu-e-islam
ataa momin ko phir dargaah-e-haq se hone vaalaa hai
shikoh-e-turkamaanii zehn hindii nutq aaraabii
Allama Iqbal
Nazm
parinde ki fariyaad
gaanaa ise samajh kar KHush ho.n na sun.ne vaale
dukhte hu.e dilo.n kii fariyaad ye sadaa hai
Allama Iqbal
Nazm
kutte
ye har ek kii Thokare.n khaane vaale
ye faaqo.n se uktaa ke mar jaane vaale
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mat qatl karo aawazon ko
ham log mohabbat vaale hai.n
tum KHanjar kyuu.n lahraate ho
Ahmad Faraz
Nazm
tarana-e-milli
baatil se dabne vaale ai aasmaa.n nahii.n ham
sau baar kar chukaa hai tuu imtihaa.n hamaaraa