SEARCH RESULTS
Showing search results for ",zoM"
Nazm MATCHES FOR ",zom"
Nazm
be-nang-o-nam
tum yuu.nhii zid me.n hu.e KHaak-e-dar-e-mai-KHaana
mujh ko ye zom ki mai.n ne tumhe.n Tokaa kab thaa
Shaz Tamkanat
Nazm
muhaqqiq
hai.n ba-zom-e-KHud muhaqqiq aap hindostaan ke
aap ne nuqte gine hai.n 'miir' ke diivaan ke
Raza Naqvi Vahi
Nazm
gul-shuda shamon ka matam na karo
aaj phir karte ho kis zo'm pe zaKHmo.n kaa shumaar
sar-phiro vaadii-e-pur-KHaar me.n ye to hogaa
Ahmad Faraz
Nazm
aarzu
tamanna-e-jalva KHilaaf-e-KHirad hai
magar mai.n ba-zo'm-e-nazar chaahtaa huu.n
Nakhshab Jaarchawi
Nazm
bata ai man
ki jis ne KHuun bahaayaa ‘adam-tashaddud kaa
ki jis ne zo'm-e-siyaasat me.n qatl-e-'aam kiyaa
Anwar Abbas
Nazm
karb-e-musalsal
mai.n ne jis zo'm me.n rusvaa.ii ke taa'ne jhele
us kaa anjaam-e-balaa-KHez mire paas aaya
Mohammad Shamimuzzaman
Nazm
waba
kuchh apne zo'm-o-takabbur me.n aisaa mast hu.aa
masal rahaa thaa use jo zaraa bhii past hu.aa
Hina Rizvi
Nazm
jawab-e-shikwa
haath be-zor hai.n ilhaad se dil KHuugar hai.n
ummatii baa.is-e-rusvaa.i-e-paiGambar hai.n
Allama Iqbal
Nazm
aurat
zof-e-ishrat se nikal vahm-e-nazaakat se nikal
nafs ke khii.nche hu.e halqa-e-azmat se nikal