SEARCH RESULTS
Showing search results for "آغوش"
Nazm MATCHES FOR "آغوش"
Nazm
jawab-e-shikwa
dasht me.n daaman-e-kohsaar me.n maidaan me.n hai
bahr me.n mauj kii aaGosh me.n tuufaan me.n hai
Allama Iqbal
Nazm
ek aarzu
aaGosh me.n zamii.n kii soyaa hu.aa ho sabza
phir phir ke jhaa.Diyo.n me.n paanii chamak rahaa ho
Allama Iqbal
Nazm
aurat
terii nazro.n pe hai tahziib o taraqqii kaa madaar
terii aaGosh hai gahvaara-e-nafs-o-kirdaar
Kaifi Azmi
Nazm
ek shahanshah ne banwa ke
us kaa afsaana haqiiqat ke sivaa kuchh bhii nahii.n
is ke aaGosh me.n aa kar ye gumaa.n hotaa hai
Shakeel Badayuni
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
maut hai ha.ngaama-aaraa qulzum-e-KHaamosh me.n
Duub jaate hai.n safiine mauj kii aaGosh me.n
Allama Iqbal
Nazm
jo mera tumhaara rishta hai
ye apnaa ishq-e-ham-aaGosh jis me.n hijr o visaal
ye apnaa dard ki hai kab se hamdam-e-mah-o-saal
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHitab ba-jawanan-e-islam
تجھے اس قوم نے پالا ہے آغوش محبت ميں
کچل ڈالا تھا جس نے پائوں ميں تاج سر دارا
Allama Iqbal
Nazm
o des se aane wale bata
o des se aane vaale bataa
miiraaniyo.n ke aaGosh me.n hai
Akhtar Shirani
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
gar kahii.n tum se ham-aaGosh hu.ii phir se nazar
phuuT niklegii vahaa.n aur ko.ii raahguzar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shama aur shair
اے در تابندہ ، اے پروردہء آغوش موج!
لذت طوفاں سے ہے نا آشنا دريا ترا