SEARCH RESULTS
Showing search results for "افکار"
Nazm MATCHES FOR "افکار"
Nazm
masjid-e-qurtuba
parda uThaa duu.n agar chehra-e-afkaar se
laa na sakegaa fara.ng merii navaa.o.n kii taab
Allama Iqbal
Nazm
mauzu-e-suKHan
apne afkaar kii ash.aar kii duniyaa hai yahii
jaan-e-mazmuu.n hai yahii shaahid-e-ma.anii hai yahii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
ne majaal-e-shikva hai ne taaqat-e-guftaar hai
zindagaanii kyaa hai ik tauq-e-guluu-afshaar hai
Allama Iqbal
Nazm
fankar
aaj chaa.ndii ke taraazuu me.n tulegii har chiiz
mere afkaar mirii shaa.irii meraa ehsaas
Sahir Ludhianvi
Nazm
ai ishq kahin le chal
ai ishq kahii.n le chal!
ye jabr-kada aazaad afkaar kaa dushman hai
Akhtar Shirani
Nazm
aalam kitne
zehn-e-aadam me.n hai afkaar kii duniyaa aabaad
qalb-e-insaa.n me.n amaanat hai.n abhii Gam kitne
Jan Nisar Akhtar
Nazm
eid
vo jin ke haath me.n rahtaa hai parcham-e-insaa.n
hu.e hai.n un ke sab afkaar-e-amn ab uryaa.n
Shifa Kajgavnwi
Nazm
alwida
hamaare daaman-e-afkaar par teraa hii saayaa hai
KHushaa school ki ham ne tujhii se faiz paayaa hai
Abdul Ahad Saaz
Nazm
hum log
tishna afkaar jo taskiin nahii.n paate hai.n
soKHta ashk jo aa.nkho.n me.n nahii.n aate hai.n