SEARCH RESULTS
Showing search results for "انتخاب"
Nazm MATCHES FOR "انتخاب"
Nazm
ek dua
vo Taa.nk de tire aa.nchal me.n chaa.nd aur taare
tuu apne vaaste jis ko bhii intiKHaab kare
Kaifi Azmi
Nazm
phul ka tohfa ata hone par
''الہي! پھولوں ميں وہ انتخاب مجھ کو کرے
کلي سے رشک گل آفتاب مجھ کو کرے''
Allama Iqbal
Nazm
main nashe mein hun
is qaum kii falaah hai jaam-o-subuu ke bech
tum intiKHaab jaa ke la.Do haav-huu ke biich
Syed Mohammad Jafri
Nazm
urdu-e-mualla
daur-daura lucknow me.n bhii thaa qabl-az-inqalaab
kar liyaa thaa nukta-sanjo.n ne isii ko intiKHaab
Safi Lakhnavi
Nazm
marsiya gopal krishn gokhle
chune rifaah ke gul husn-e-intiKHaab ke saath
shabaab qaum kaa chamkaa tire shabaab ke saath
Chakbast Braj Narayan
Nazm
chacha nehru ka paigham
saarii duniyaa me.n laa-javaab bano
intiKHaabo.n kaa intiKHaab bano
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
jazba-e-ushshaq kaam aane ko hai
KHatm hone ko hai vaqt-e-intizaar
intiKHaab-e-KHaas-o-aam aane ko hai
Shaheen Iqbal Asar
Nazm
kyon shama jalai aaKHir-e-shab
mai.n sun rahaa huu.n tumhaare labo.n kii KHaamoshii
Gazal Gazal mire maazii ke intiKHaab kii hai
Qaisarul Jafri
Nazm
ek mansube mein dar-pesh dushwariyan
mujhe aise chauraahe kaa bhii intiKHaab karnaa hai
jis ke ain-vast me.n
Anwar Sen Roy
Nazm
zaKHm-e-tamanna
vo phuul sad-hazaar gulistaa.n me.n intiKHaab
vo phuul dilkashii kii kahaanii kaa shoKH baab
Junaid Hazin Lari
Nazm
earth hour
sab kii aa.nkho.n ke zaKHm bhar jaa.e.n
mujh ko gar intiKHaab karnaa ho